Pathan
pathan ki girlfriend ne usko message kiya “i miss u”
.
bohut dair sochny k baad pathan nay jawaab diya:
“i student u”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 964 views
Similar Jokes
Waqt Zaya Na Karo.
Ek Ek Minute Qeemti Hai.
Waqt Ki Qadar Us Shakhs Se Pucho Jo.
Bathroom Ki Line Main Khara Ho Aur Andar Wala Bolay:
"Bus Ek Minute"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha, Kuch Der Baad Apas Mein Baatein Marne Ke Bad Bola.
Banta: “Yaar Main To Ghar Chala, Aaj TV Pe 40 Feet Ka Saamp Dikhane Wale Hai, Maja Aa Jayega Dekh Ke”
Santa Udas Hote Hue: “Haan Yaar Maja To Aayega, Par Main Nahi Dekh Paunga”
Banta: “Kyu?”
Santa: “Kya Karu Mera TV To Sirf 21 Inch Ka Hi Hai Na“
by Pak101.com (few years ago!)
ek baar aadmi ne bhagwan se
kaha, aapne aurat ko itna sundar
kyon banaya hai?”
Bhagwan bole,”taki tum unse
pyaar kar sako.”
Aadmi bola, “ to phir unhe itna
bevkoof kyon banaya hai?”
bhagwan ne jawab diya, “taki
wo tumse pyaar kar sake.”
by Pak101.com (few years ago!)
Captain of Military: Naujawano aage bado;
Santa aage nahi bada;
Captain: tum aage kyu nahi bade?
Santa: Apne kaha 9 jawano aage bado, mein 10ve
num pe
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi bada dukhi tha!
Ek dost ne uss se poocha, “Kyu, tension mein ho.”
Aadmi: Yaar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh rupeey diye thay, ab saale ko peehchan nahi pa raha hoon!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"
by Asim Raza (few years ago!)
Memon Ka 1 Rupia Chhat Se Gir Gaya,
Memon Neeche Pohncha To Rupia Nahe Mila
Kion??
Memon Rupiay Se Pehley Pohnch Gaya Tha!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU-batao raste k dono tarf ped kyu hote he
MOLU-polution kam karne k liye
GOLU-Galat
kyuki agar ped raste me hote to gadiya kase jayegi
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Radio Or Akhbar Main Kia Farq Hai?
Pathan (Bohat Soch K):
Dekho Madam,
Akhbar Mein Hum Rotiyan La Sakta Hai, Magar Radio Mein Nahi…
by Pak101.com (few years ago!)
Ek kanjr tha wo sms parh tha....
Use pta tha k sender ne use kanjr kha ha...
Wo phir b sms parh rha tha...
.Kiya krtakanjr jo tha.Don't mind kanjr hahaha ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)