Solid Beizzati
Solid Beizzati Yay
.
Larki pic upload kar k likhti hai:
Hi frndz! Kesi lag rhi houn...?
.
Boy : Tumhare baap ne 15-20 hazar ka mobile leke diya hai tow ghr me 500 ka sheesha bhi lagaya hoga. Us me dekh le. Hum se kiya poochti hai "churail" kahin ki... Tounge Tounge
by Mazhar Khan (few years ago!) / 923 views
Similar Jokes
Santa aur Banta k bich me fight ho rahi thi..
Banta- Saale main tere kapde phaad k tujhe nanga kar doonga!!
Santa- Dekh serious ladai me Romantic baat mat kar!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Best sms of 1906
.
.
.
.
.
.
. Bhai kia dhondh rahe hu us waqt mobile tha kia
by Sabir shah (few years ago!)
Santa pland land hote hi chillane laga “Bangalore
aaya Bangalore aaya. Balle Balle”
Air Hostess : Hello sir, B silent.
Santa : “Ok, anglore aaya anglore aaya. Alle Alle”
by Pak101.com (few years ago!)
Similarity between Gandhiji & Mallika…
Dono NE kapde tyag diye,
Ek NE desh ke liye,
Doosre NE Deshwasion ke liye!
by A. Sami (few years ago!)
Santa to Bill Gates: Tusi bade pagal ho!
Gates: Why?
Santa: Surname Gates rakha hai. Or business WINDOWS ka karde ho.
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 ladki COKE pi rahi thi,
achanak usme se 1 Machar nikla or bola "MAA"
Ladki-Me teri maa nhi hu.
Machar- Aisa na bol maa me teri COKE se nikla hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Doctor sahab, mere pati aajkal neend mein baat karte hain koi upay bataiye…. kya karu?
Doctor: Din mein unko baat karne kaa mouka deejiye…. sab sahi ho jaayega
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistani moli kha raha tha pas se angreez guzara us ka hath laga aur moli hath se gir gai.
Angreez:sorry
pakistani:sari chor me tujhe aadhi bi nai dun ga
by Sabir shah (few years ago!)
Wife: Woh admi jo drink kar raha hai, Usko maine 10 saal pehle shadi ke liye inkaar kia tha. Dekho who aaj tak sharab pee raha hai!
Husband: Wow! itni lambi celebration!
by khalid hussain (few years ago!)
Do bachche aapas main baat kar rahe the.
Pahle bachcha:-pata hai,mere papa kal nai mummy laye hain ,wo bahot achchi hai.
Doosra bachcha:- pata hai pata hai, pichle saal who meri mummy reh chuki hain.
by Pak101.com (few years ago!)