Chohy talwar le kr
Chohy talwar le kr bhag rhy thy .
Sher ne pucha Kia hua? .
1 chuha bola hathi ki beti ko kisi ne propose kia Or nam hmara aya ha .
LAASHEN BICHA DEN GE LAASHEN
by Mazhar Khan (few years ago!) / 860 views
Similar Jokes
Customer At Sardar Jee’s Resturant:
Sardar Jee Soup Main Makhi Hai……
Sardar Jee Oye Dil Wadda Kar
Makhi Tera Kinna Soup Pe Jao Ge….!!!
by Pak101.com (few years ago!)
A man went to police station to report that his
wife was lost & missing. There he found another
person reporting the same.
The police man asked the person who was there
earlier, "How does your wife look like??"
That man replied, "She is a smart, good looking
woman, 5 feet 8 inch, 36-28-32, beautiful &
attractive body with blonde hairs"
Police man noted down those details and asked the
other person, "What does your wife look like?"
He said in excitement, "Forget mine, let's go and
find his wife!!!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BBC Reporter Pathan Se:
Ye Batayien K Platform Pr
Kharay Saray Pathan Kese Maray?
Pathan: Ek Elaan Hua K Train Platform Par Aa Rahi Hai
Sab Ne Patri Par Chlang Laga Di
Reporter: Phir Aap Kese Bach Gye?
Pathan: Mein Khudkushi K Liye Patri Par Leta Tha
Ye Elaan Suna To Mein
Platform Par Ja Kr Lait Gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Urdu Pashto Chinse ki bmisal kamybi ke bad Ab Faraz in English; This is this and What is what Faraz, If this is what then what is this Faraz
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek kunwein mein kutta gir gaya
Kuch log kunwe ko pak karne k liye Molvi k pas gaye
Molvi ny kaha k 200 baalti pani nikalo pak ho jaiega,
Magr kuch din bad pani se smell aane lagi log dusre molvi k pas gaye usne 400 baalti nikalne ko kaha
Magr same result
Phir log teesre Molvi k pass gaye usne kaha pehle kutta to nikalo Jahilo!
Moral:
Dear Pakistaniyo humein B pehle "KUTTA" nikalna hoga! Phir pakistan say pani niklay ga...
Smjh to gaye ho gy ap
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Jamadar ki Love Story”
Apne Dil k Gatar ko Teri Yaadon k Kachrey sey Bharta hoon
Main Tere Pyar Mein Baasi salan ki tarah Sarta hoon
Tumhein kaisey bataon Jaan ye baat dil ki
Tum par Gandi Naali k Keeray ki tarhan marta hoon
by haleema sadia (few years ago!)
Ali ke 4 baache hue, naam rakhe Yusuf Ali, Altaf Ali, Irfan Ali, Asif Ali,
Fir 5va or 6va bacha hua to Ali ke begum ne naam rakhe – Bas-Kar Ali, Raham-Ali
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Raat light chali gayi SANTA:Aree yaar pankha
to chala doo,banta: Kar dii na paglo wali baat?
pankha chala diya to mombati bhuj jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
IPl Ka Josh Dil Main Hai Yaar.
Lekin Exams Ka Bhi Hai bukhar.
Match Main Kisi Ki Jeet Ho Ya Haar.
Par Ham Indian Hai Cricket Ke Is Jashn Ke Liye Tyaar
by Pak101.com (few years ago!)
Jab tumhe koi thappar bhi maray
to uska jawab phool se do
Magar phool qabrustan ja kar he dena :P
by Mazhar Khan (few years ago!)