Apnay KARACHI Ki Apni Hi Bat Ha
Mana K PAKISTAN Azad Ha,
Our Is Main,
HYDERABAD
FAISALABAD
ISLAMABAD Ha..
Laikin Apnay KARACHI Ki Apni Hi Bat Ha.
Jis Main,
LIAQTABAD
KARIMABAD
NAZIMABAD
QUAIDABAD
GREEBABAD
SHAREEFABAD
AZEEZABAD
HUSSAINABAD
MEHMODABAD Ha…
Our In Sab Ka Baap ABC Ha,
Jis Main HUM Abad Hain..
New Message Ha Taza Taza.
Phenk Do Market Main.
Geo ABC walo’…. :P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1638 views
Similar Jokes
Harr Aadmi ka Sapna :
7 figure ki Salery..
6 figure ki Bachat..
5 Bedroom ka Gharr..
4 Wheel ki Gaari..
3 Week ki Vacation..
2 Piyare Piyare Bachay..
a0r..
.
.
.
.
.
1 Goongi BV..... :-)
by Ehsan Elahi Mughal (few years ago!)
Jyotish:Tumhri life men 14 larkyan ayen gi
Boy" Oh yess... What a life!"
Jyotish: Ziyada khush mat ho.
1 Biwi or 13 betyan hongi.
by Pak101.com (few years ago!)
Nargis to Shaitan:Main ik Masoom tay shareef larki
aan...Shaitan:Jan day NARGIS baji; hun tu apni ho
k enj tay zaleel na kr.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chor sardar ka mobile lay kar bhag gaya sardar hasne laga
dost: woh tumhara mobile lekar bhaga aur tum has rahe ho.
Sardar: bhagne do charger to mere pass he
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan :hum yahan nai rahay ga hmra paisa wapis karo,
Itna chota kamra or 1 stool,
tum humein janwar smjhta hai.
Waiter:sir kamray may tu chalian ye Lift hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Chuhe k bacche khel rahe the tabhi 1 billi aayi,
1 chuha- Bhow Bhow
Billi chali gayi
Chuha apne friends ko bola Dekha Foreign Language sikhne ka Fayada!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 2 Sardar:
5 Janvaron K Naam Batao Jo Pani My Rehty Hen
Sardar: Fish
Pathan: Theek Hy Or Batao
Sardar: Fish Ki Ammi,Abu,Bhai Or Behn Pathan: Shabash…
by Pak101.com (few years ago!)
Marriage Broker: Tumhe kaisi biwi chahiye?
Man: Mujhe chand jaisi biwi chahiye, jo raat ko aaye aur subha chali jaye!
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ 15 saal se Ro Ro Ke aulad k liye dua mangta
raha
Ek Din God Parkat Huye Or Bole-Abe RAAZ Pehle
shadi to kar le
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Grl- ? mere piche apni Zindgi Barbad
mt kr ?
Boy- ? Q? ?
Grl- ? is Raste pe Patthr or Kanto k
Alwa kuch nhi ? Boy- ? Are Pagli......... ? mere Pas
WOODLAND k Shoes He na bs tu pat ja naa.......!! ?
by Rizwan Ajmal (few years ago!)