Ap ki 2 bivian hain
1 admi ki 1 tang toot gai
jab hospital me puncha to us ne dekha aik ki donon tangen toti howi hain
admi ne us se pocha kia ap ki 2 bivian hain.
by Sabir shah (few years ago!) / 805 views
Similar Jokes
In HARYANA:Mam-Hanuman kiska chora tha?
Stdnt-Jaat ka
Mam-Wo kaise?
Stdnt-Uske kaam jatto aale the,ladai kise ki thi, lugai kise ki, pucchad apni fukwai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan bachay ku lekar nayee kay dukan may dakhil huwa baal katwayee, shave kee aur nayee ku kaha kay bachay kay baal banadu may sabzee lekay aatha hun Jab kafee der huwee aur pathan nae aaya thu naye nay bachay say pucha tmhara baap kidhar gaya Bacha: May tu usay nahee jaanta may thu raastay …
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Pathan Pakistan Ka Flag Lene Aik Shop Par Gaya Usne Dukandar Se Kaha Ke Pakistan Ka Flag Dikhao…
Dukandar Ne Flag Dikhaya
To Pathan Ne Aik Aisi Baat Ki
Jisse Dukandar Ko Gussa Aagaya…
Guess Pathan Ne Kya Kaha Hoga??
?
?
Pathan Said:
Yaara Isme Aur Colour Dikhao
by Pak101.com (few years ago!)
PRoshni K Sheher Ko Tum Khud Hi Bachalo Doston
Najane Kon Isey Andheron Me Dhal Gaya
Mere Aasre Me To Bilkul Na Rehna
Mere To Khud Kaan Me Pathan ELFY Daal Gaye
by Mohammad Ali (few years ago!)
Dad : Son, what do you want for your birthday?
Son : Not much dad, just a radio with a sports car around it.
by Pak101.com (few years ago!)
1 patan ko gadhay ne laat maari
pathan ko boht ghussa aaya wo utha or gadhay ko 4
– 5 laaten maar kar bola:
tu kia samjhta hay mein tujh se kam hun.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Which one is more important for us, Son or Moon?
Student: Ofcourse Moon
Teacher: Why??
Students: The moon gives us light in night when we need it BUT the sun gives us light in day when we don't need it
by hearthackervsgirls (few years ago!)
The Most Heart Breaking Moment In Our Childhood
.
.
.
Ghar Aaye Mehmano Ke Diye Hue 500 Rupaye
.
.
.
.
Jab Mummy Wapis Le Leti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Meri aulaad nhi hoti
Dost: Aap mazaar pe dua kro
NEXT YEAR
Dost: Kya howa?
Pathan: Nhi howi
Dost: Konsy maazar pe gaye thy?
Pathan: Quaid-e-Azam k Maazar pe
by Abdul Hannan (few years ago!)
Height of common sense.
Teacher: Jab Bijli Chamkti Hai
To HmKo Roshni Pehley or
Awaz Baad Mein Q Aati Hai?
Pathan: Q K Hmari Ankhein Agey Hain or Kaan Peechey..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)