Sirf yahi ap ka hai
1 admi k 10 bacho me 1 alag dekhta tha.
Jb us ki bv marne wali thi to us ne apni bv se pocha ab to bta du ye kis ka hai'
bv:sirf yahi ap ka hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 803 views
Similar Jokes
Boy1:Meet my wife Tina
Boy2.Oh! I know her
Boy1:How?
Boy2:v were caught sleeping together
Boy1:What the hell?
Boy2.during lecture in maths class
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai
Daya says: Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein kuch kala hai
by Pak101.com (few years ago!)
KID : Y some of ur hair r white DAD?
Dad: Everytime u make me unhappy, 1 of my hair turns white.
KID: Now I understand y grandpa's hair r ALL white..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Market Ja Raha The Achanak Ek Ladki Usse Takrai Aur Boli.
Ladki Muskurate Hue: “I Am Sorry”
Santa Khush Hote Hue: “I Am
Santa Singh, Nice To Meet You Miss Sorry“
by Pak101.com (few years ago!)
larka(burqay wali ko cherte hue)
Jahan sabzi wahan Dalda
Kesi ho meri Khalida?
:D
Burqay wali: Ghor se dekh Kameenay na Dalda na Khalida
Main hun teri Walida...
by zunaira (few years ago!)
Sonu: Ladki fasaani aati hai. Monu: Nahi. Sonu: Kagaz ka jaahaz banake class room mein uda de, Madam puche to ladki ka naam lagade, bas ladki phas gayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor apne dost se: yar soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon.
Dost: Yar tumhara khyal to naik hai magar yahan ka qabristan chota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Hotel Me Rost Khanay K Baad Haddi Chba Rha Tha..
Paas Mei Beitha “Punjabi” Daal Kha Rha Tha..Usne Pathan Se Tanziya Andaz Mein Pucha:
Khan ! Tumharey Area Me “Kuttay” Kya Khatay Hain?
Pathan: Daal
Moral:Pathan B Point Maar Sakte Hein
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan k paas 1 mehman aaya.
Pathan bola: ”o yara is pankhe k niche betho tumhe sawaab milega.
Mehman:wo kese?
Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan docter se :sunai deta hai kuch nazar nahein aata.
Docter:aisa kab hota hai?
Pathan: phone karte waqt.
by Ramzankhan (few years ago!)