Galat samjh liya
Me ne jo apne girl friend ko parde me rahne ka kaha to us ne foran poilce ko kah dia my boy friend is taliban
by Sabir shah (few years ago!) / 773 views
Similar Jokes
PATHAN naqli note lekar shop per surf lene gaya,
SHOP KEEPER:is me quaid-e-Azam ki topi nahi hai
PATHAN: gandi parri hai usi k liye to surf lene aya hon..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Motorway police:KHAN ap 180 Kì speed
sy kyn ja rahy ho
KHAN:Tm logn ny he to side waly
board pe likha hy:
YAD RAKHN GHR PE KOI AP KA INTIZR KR RHA HY ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
Boyfriend Ne Girlfriend Ke Purse Mein Se Mobile Phone Nikala Aur Socha Ki Chalo Check Karta Hun Ki Isne Mera Number Kis Naam Se Save Kiya Hai
Aur Jab Usne Apna Number Dial Kiya To Jo Naam Screen Pe Aya Usko Dekh Ke To Bechare Ke Hosh Hi Udd Gaye,
Likha Tha, Recharge Wale Bhaiya.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Apne Dost Golu Se Puchta Hai.
Pappu: “Tujhe Ladki Fasana Aata Hai”
Golu: “Nahi”
Pappu: “Sikhega?”
Golu: “Haan Haan Bilkul”
Pappu: “Toh Aisa Ker Ek Paper Le Uska Jahaz Bana Aur Ussko Class Mein Uda De, Madam Ke Puchne Par Kisi Ladki Ka Naam Laga De Bas Fas Gayi Ladki“
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA: maine apni beti ka shaadi sirf 1500rs mein kiya.
BANTA: woh kaise?
SANTA: maine use 1500 ka ek mobile dilaaya. usne love marriage kar liya.
by Pak101.com (few years ago!)
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe hotey tou khabrain aisi hotin:
Aaj Reema overload ho kr gai!!
Saima k neechay aa k aik banda halaak!!
Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!!
Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!!
Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!!
Nirma chalte chalte band ho gai!!
Khushbu ki body change karne ka faisla!!
Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7 afraad ko saza!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai
Daya says: Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein kuch kala hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ullu aur shohar main kya Farq hota hai?
Shohar ko asani se Ullu banaya ja sakta hai…
jabki, Ullu itna ullu bhi nahi hota ke Shohar ban
jaye!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Phochta
Hai Jab Koi K Duniya Mein
Mohabbat Hai Kahan?
.
.
Muskura Deta Hon Main
Or Yaad Aa Jati Hy Maa….
.
.
.
.
.
Ki
.
.
Honay wali
Bahao…
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl: Agar tum mere pati hote to main tumhari coffee mein zeher mila deti!
Boy: Aur agar tum meri wife hoti to main vo coffee zarur pi leta.
by Pak101.com (few years ago!)