Hamaree light thu ab
Hamaree light thu ab is tarah say aathee hay Faraz kay jaisay shadi kay baad larhe ki baap kay ghar athe hay
by Mazhar Khan (few years ago!) / 974 views
Similar Jokes
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI
by Pak101.com (few years ago!)
SNTA Radio Thik Karwane Gaya..
Mechanic Ne Dekh K Kaha-Ye Thik He Par MAUSAM
Kharab H,
Isliye Nhi Chal Rha.!
SANTA-Le 100 Rs. MAUSAM Naya Daal De..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:meri birth day hai kia gift do ge?
Shaikh:kia chahye?
Girl:ring
shaikh:ring dounga par attand nai karna balance kam hai
by Sabir shah (few years ago!)
Ek aadmi bada dukhi tha!
Ek dost ne uss se poocha, “Kyu, tension mein ho.”
Aadmi: Yaar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh rupeey diye thay, ab saale ko peehchan nahi pa raha hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa- Y DO Vcall our languageD Mother tongue?
Banta: Bcoz Dfather seldomgets 2 speak
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patient: Doctor ap ko yakeen hai k mujhay Namoonia (pneumonia) hai, kyun k pichlay dino aik doctor meri friend ka Namoonia ka ilaaj karta raha aur woh Typhoid say mar gayi.
Munna: Haan ray meray ko akha yaqeen hai, tu namoonia say hi maray ga.
by Mohammad Ali (few years ago!)
A promising young man
should go into politics so that he can
go on promising for the rest of his life.
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan: Mera ghar ground floor pr hai, Lift se upper aa jana.
Major Rohail: Ground floor pr hy to lift kyu?
Pathan: Pehle 2 floors pr parking hy, us k upper mera ghar hy.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Jisko FARAZ ne chaha woh kisi aur ki hogai
wah wah wah
Jisko FARAZ ne chaha woh kisi aur ki hogai
.
Lo Dadso yaro, Pepsi aj to fair 70 di hogai ;-) :-P :-D
by Mazhar Khan (few years ago!)