Plz call me,its urgent
Plz call me,its urgent. Ek accident ho gaya hai.
.
.
Aap ka hi blood group chahiye,
Plz mana mat karna
Warna
GADHA mar jayega
by Mazhar Khan (few years ago!) / 829 views
Similar Jokes
RAAZ-Tumhari ankhen ktni hasen hai
Grl-Choro na
RAAZ-Tumhare bal ktne khubsurat hai
Grl-Choro na,Aap B
RAAZ-Itne der se chor hi rha tha
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: You cheated with me.
Shop Keeper: No, Sir aapko 100% Japani Radio diya hai.
Pathan: No..
Radio kay andar se Larki bolta hai. This is Radio Pakistan.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 boy to another:
Yaar tum ne kabhi koi larki phansai hai?
2nd boy!
Yaar larki main ne phansa leni thi pr tum logon ne ye mohalla hi chor diya…! Hahahaha
by Pak101.com (few years ago!)
Manager ne aane wale se pucha: kya tumhe pata
hai ki permission ke bina ander aana mna hai
Aane wala: Janab mein permission lene ke liye hi
ander aaya hu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Grl in Burkha!!
Boy-Kaha ja rahi ho meri jaan!
Grl-Tere Ghar,
Boy-Main bhi aata Hu
Grl-Aaja beshram, Ammi ko bataungi Apni bahen ko Chedta hai
by Pak101.com (few years ago!)
SHADI SE PEHLE
Boy: Aakhir wo din aae ga kb
Girl: tm muje chor to nhi doge
Boy: no way esa sochna b mat
Girl: Roz shoping kraogy
Boy: Q Nhi, Bahot Sari
Girl: tmhari zindgi me koi or to nhi?
Boy: no yar
Girl: do u love me.
Boy: yes dear.
Girl: oh dear!
SHADI K BAAD -
Ab zra ye sms neechey se ooper
prhen..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pati: Agar mein mar gaya toh mere marne ke baad, kyaa tum doosri shaadi karogi ?
Patni: Nahi… main apni behan ki saath rahungi. Aap Kya Karoge ?
Pati: Mein bhi tumhaare marne ke baad tumhari behan ke saath rahunga…
by Pak101.com (few years ago!)
santa ki bewi mar gai--sardar ji kafan leny gia---dukandar nay kafan ka kaprra dia-----santa kuch bola ,, jisay sun ky dukandar bay hosh ho gia..
santa.. is may aur colors dikawo
by Pak101.com (few years ago!)
Sharabi: Doctor,Aap meri sharaab chhudva sakte ho. Kya?
Doctor: Haa kyoun nahi.
Sharabi: To police ne meri 20 bottle pakri hai plz chudva do.. (-;
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan hotel mein kamra lene ke liye reception Par mojood clerk se behas kar raha tha
Clerk dekhiye janab Koi kamra khali naheen hai
Pathan: Agar wazire azam aa jayein tu kia onnhein kamra do ge?
Clerk: kion naheen!
Pathan: phir mujhe woh kamra de doKion ke wazire azam tu naheen aa rahe aaj
by hearthackervsgirls (few years ago!)