Pathan Baap
Wife: Aap bohut mote ho gaye ho,
Pathan: Tum bhi to kitni moti ho gai
ho,
Wife: Mein to maa banne wali hun,
Pathan: Mai bhi to baap banne wala
hu…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 880 views
Similar Jokes
Sharabi eyes donate karne gaya, Counter Clerk asks: Kuch kehna chahte ho?
Sharabi: Jise lagao usse bata dena ye do peg ke baad khulti hain
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Cricket Khel Kar Aaya, Daddy Ne Puchha.
Daddy: “Kitne Runs Banaye?”
Santa: “Bas Papa, Double Century Hone Mein 199 Runs Baaki Thhe, Ke Mein Out Ho Gaya“
by Pak101.com (few years ago!)
A man to his friend-main apna purse ghar pe bhul aaya mujhe 1000 rs ki zarurat hai banta-dost hi dost ke kam atta hai ye le 10 rs riksha kar ke purse le aa.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Mai Tere 64 K 64 Dant Tor Dun Ga
Pas Khra 1 Admi Bola:
Sardar G Dant To 32 Hote Hn
Sardr:
Mje Pta Tha K Tu Beech Main Bolay Ga Tere B Mila
K Bataey Hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
When WORDS fail, eyes speak.
When eyes fail,”HEART” speaks.
When HEART fails, nothing speaks they put cotton in the nose…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pappu To Customer Care Executive: Sir meri bakri sim kha kar bhag gayi hai…….
Executive: Toh mein kya karu….
Pappu: Dekho kahin roming mein toh nahi chali gayi….
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan's Theory About Moon:
"Moon Is Better Than Sun Because,
Moon Gives Light In Night When Light Is Needed,
But Sun Gives Light In Day When Light Is Not Needed"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Banta: Hum To Udti Chidya K Bhi Par Gin Lete He,
Santa: Is Me Mushkil Hi Kiya Hai
2 Hi To Hota Hein
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Qudrat Ne
Aurat ko Haseen Banaya.. !!!
Khubsurti Di..
Hirni Si Aankhein..
Resham Se Baal..
Gulab K Pankhriyon Se Hont..
Pyaar Bhra Dil Diya..
Phir Zaban Di:
Aur Sub Satya-Naas Ho Gaya :p
by itrat batool (few years ago!)