Rang gora karne wali cream
Bacha:rang gora karne wali cream hai?
Dokandar:g hai.
Bacha:to lagata kiun nai sale me aate jate roz dar jata hon.
by Sabir shah (few years ago!) / 1419 views
Similar Jokes
Santa: WHat is another difference between a mosquito and a fly?
Banta: A fly can fly but a mosquito cannt mosquito.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Shaadi main ek SMART ladka ladki se: aap dance karogi :))
.
.
Ladki sharma k boli: “yes …”
.
.
.
Ladka pyar se bola:
.
.
.
.
.
.
.
To phir aapki “kursi” main le jaon didi ..??… :p :O :D :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Doosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhakt-Baba mujhe koi naukri nahi mil rahi
Baba- Ye kutta bohot aa raha hai? Kabhi kisi kutte ko khana khilaya
Bhakt-Nahi baba,hamare wahan kutte nahi milte
Baba-Esi liye to kripa ruki hui hai, Koi baat nahi mujhe hi khaana khila dena
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan jab b nahanay jata to darwaza khol deta..
Kisi ne waja poochi to us ne kaha:
“Mujhe shak hai k darwazy k neeche se mujhe koi dekhta hai”…….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Papu aur PAPA ek Hotel me gye..
.
.
Papa: Waiter,
.
1 Beer aur 1 Ice-Cream lao..
.
.
.
PAPU: Ice-Cream kyu papa?
.
Aap bhi Beer pijiye na.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa & Banta playin chess... Santa:chal yaar...ab
band karte hain...... Banta:haan thik he...vaise bhi
mera ek haati aur tera ek ghoda hi to bacha he!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
NewZealand me 1
Bacha peda hua hy
Pedaish k wkt
uska wght 80kg tha jo bhurta gya or 15 din bad 280kg ho gya
herat angez Magr sach hy
Q k
Bacha Hathi ka tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : 2 main se 2 nikle to kia bacha ?
Pathan : hum ko sawal samjh nahin aya.
Teacher : tumhare pas 2 rotiyan thi , tum ne in ko kha liya abhi tumhare pas kya bacha ?
Pathan : saalan .
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)