Teacher to Pathan
Teacher to Pathan: Tum ne home-work kion nahi kia?
.
.
Pathan: Sir hum hostel mai rehta hai
by Mazhar Khan (few years ago!) / 669 views
Similar Jokes
Wife : had ur lunch.?
Husband : had ur lunch.?
Wife : i m asking you
Husband : i m asking you
Wife : u copying me.?
Husband : u copying me?
Wife : lets go shopping
Husband :Yes i had my lunch
by pinkey (few years ago!)
Ek bacha exams mai fail ho gaya aur ghar aa kar zor zor se rone laga.
Baap ne us ko chup karwate hue kaha: Beta, sabr karo, tumhari qismat mai yahi likha tha.
Bacha (jaldi se) : Jee Papa, yeh to acha hua ke mai ne sara saal kuch nahi parha,warna sari mehnat zaya ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aadmi mango juice ka glass le kar baitha tha..!!
Dost aaya aur fataak se juice pee liya.!!!
Aadmi – Meri to yaar kismat he kharaab hai.. :(Beta fail ho gaya,
biwi dost ke saath bhag gayi,
ghar me chori ho gayi,
nal me paani nahi,
ghar me light nahi...
'
Ab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha aur wo bhi tu pee gaya kaminey! :P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur
sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan Gabraya Hua Doctor Ke Pass Gaya Aur Bola
Pathan: “Dr. Sahab Mere Bete Ne Chaabi Nigal Li Hai.”
Doctor: “Kab?”
Pathan: “Teen Mahine Pehle”
Doctor Hairani Se: “To Tum Abi Tak Kya Kar Rahe Thhe?”
Pathan: “Ji, Hum Duplicate Chaabi Se Kaam Chala Rahe Thhe.“
by Pak101.com (few years ago!)
Question: What is the name of that only book which is liked by almost every student?
.
Ans: FACEBOOK
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: navy mein kaam hai. karoge?
Banta: zaroor. kya kaam hai?
Santa: jab ship beech samundar mein ruk jaata hai,
to tumhe peeche se use dakhelnaa hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Docter;ap tm thek ho dil khol k hansa karo
Mareez;lakin log to munh khool k hanste hain.
by Sabir shah (few years ago!)
MEMON K VALIMAY May,
Bar Bar PANI Pesh Kia Ja Rha Tha,
Tang Akar 1 Aadmi Nay Kaha:
Janab Halaq May Pani Phans Gya Hai Kia Thori Si BIRYANI Milay Gi;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne apne 6 month k baby ki birthday party rakhi,
.
Kisine pucha: 6month k baby ka b'day kaise?
,
Santa: hum semester system ko follow karte hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)