Pathan 2 shopkeeper
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Mazhar Khan (few years ago!) / 939 views
Similar Jokes
Santa : Meri biwi mujhe chorr ke chali gayi.
Banta : Tu uska khyal nahi rakhta hoga.
Santa : Arre yaar…Sagi behen ki tarah rakhta tha usko!
by Pak101.com (few years ago!)
Memon:
Ye Kela Kaise Dia??
Keley Wala: 1rs
Memon: 60 Paisa Ka Deta Hai??
Kele Wala: 60 Paise Mein To Sirf Chilka Milega.
Memon: Le 40 Paise, Chilka Rakh Aur Kela De..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Doctor Se: Mere Wazan Bhot Ho Gaya Hai
Doctor: Tum Rozana 5 kilo Meter Padel Chalo
1 Saal Baad pathan Ne Doctor Ko Call Ki,
O Tera Khana kharab khabees Wazan Tu Kam Ho Gaya Hai
Magar Hum
“AFGHANISTAN” Puchnch Gaya Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Judge- Tumne Samaaj K Liye Kaun Sa Bhala Kaam Kiya Hai
Mujrim- Saab, Humare Karan Hi Police Aur Adalat Me Lakho Logo Ko Naukri Mili Hui Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aashiqui 3.. Song created
Tu hi yeh mujhko bta de facebook
chalau main ya naa..
.
.
Apne tu ghar ka pata de,
aaau main yaa naaa..
.
.
Apna tu phone number bata de,
Call lagau main yaa naaaa..
.
.
Khaana tu rakh de paka ke,
khau main yaaa naa..
.
.
.
Itna bata de mujhko kab milne aau tujhko…
Ab hota anhi intezaaaar tu hi ye mjhko bata de..
koi dusri patau main yaa naaaa
by Mazhar Khan (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
"wa sardar sahib kia body hai"
Iss pr sardar bola ..........
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 bachay examinatin hall my bethey they
examiner bht strict tha
cheating nhn karne de rha tha
ek bachay ne chit likh k examiner ko di.
Examiner khamoshi sy ja k apni chair py beth gya.
2sra bacha pehle se: yar tu ne kya likha?
bachay ne kaha
“SIR PeECHeY Se APKI PANT PHATI hui He”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
Husband (Wife Se ):
Aaj Hamari Shadi Ki Salgiraha Hai
Chalo Chiken Banate Hai
Wife:Why?
Main Apni Galti Ki Saja Us Murge Ko Kyu Du
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shaks New Doctor Bana
Doctor Banne Ka Baad Us Ne Pehla Opertation Kiya
Opertation Theater Se Nikal Ka Kena Laga
Ya Allah Mera Pehla Gift
Kabool Karna!!!!
by Pak101.com (few years ago!)