Dil Ka Dard
Dil Ka Dard Dil Torrne Wale Kia Jaany.
Hoty Hai Kitni Takleef Larki Ko Patany Mai,
Ye Ghar Pe Baitha Larki Ka Baap Kia Jany.!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 524 views
Similar Jokes
Ek Diwaar Par Likha Tha: “Yahaan Kutte Susu Karte Hain”
Santa Ko Badi Zor Se Susu Aaya Thha, Usne Idhar Udhar Dekha Ki Koi Bhi Nahi Dekh Raha To Waha Susu Kar Diya.
Fir Muskura Kar Bola: “Ise Kehte Hai Dimaag, Susu Maine Kiya Naam Kutte Ka Aaya“
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari ne Awaaz
lagayi- Babu ji roti
milegi??.
-
-
Andar se awaz aai -Biwi
ghar par nahi hai..
-
-
-
Bhikhari- Chumma nahi
maanga saale, Roti to tu bhi de sakta hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Zaalim MQM Ki Darindagi Ka
1 Or Jeeta Jagta Saboot
Karachi Me Queta Hotel K
3 Masom Pathano
Se
Naswaar Cheen Li Teeno Pathano Ne Tarap Tarap Kar Jaan De Di
by Pak101.com (few years ago!)
jab reshman jawan the
tb hum bache the
ab jab sheela jawan hai
to hum buhre ho gaye
qaim ali shah ro pare interview de kar sindh me
by Abdul Sami (few years ago!)
Chintu: Papa What's the Difference Between
Mother's Tears & Wife's Tears?
Father: Mother's tears Affect your HEART,
And
Wife's Tears Affect your POCKET. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Chemist: Is Dawai Se Thik Na Ho 2 Ye Parchi Lekar Fir Aana.
Grahak: Kyo?
Chmst: Mai Ek Baar Fir Doctor Ki Likhai Padhne Ki Koshish Karunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Khudkushi par speech de raha tha
Khudkushi Paap hai
Zulm hai Gunah hai
Buzdili hai Pagalpan hai
khudkushi krne se behtar hai insan khud ko
Goli maarle!..lolz..:P:P
by Mohammad Ali (few years ago!)
Hamari New Generation Miss Ne
KG1 Class K Bache Se Kaha
1 Se 10 Tak Gino Me Tume Kiss Dungi
Baccha: Aagr Me 1 Se 100 Tak Ginu
to Kya Package Hai?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Agar Operation Se Mujhe Kuch Ho Jaye To
Ussi Doctor Se Shadi Kar Lena
Biwi: Aisay Kyun Keh Rahay Ho?
Sardar: To Kaya Doctor Ko Muaf Kar Doon?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy- I Love you.
.
.
Girl- I’m engaged with
someone
and i have a boyfriend
& i also have 2 serious afairs.
.
.
Boy(after long thinking)
“DEKH LE KUCH ADJUST HO SAKE TOH”.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)