Depend Karta HaY
Girl; Tum LarKaY Kisi Larki MaY SaB SaY PehlaY KiYa DehktaY Ho?
BoY; Ye To Depend Karta HaY KaY Larki Aa Rahe Ha Ya Ja Rahe HaY,
by Mazhar Khan (few years ago!) / 806 views
Similar Jokes
Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.
Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?
Ladke ne palat kar jawab diya, Sahi farmaya bhabhi ji
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan ko koi aadmi mobile par bohat tang kar raha tha
Pathan ne tang aa kar apni sim badal lior osse naye number se phone karte hoe bola
Abb mujhe tum tu kiatumhara baap bhi tang naheen kar sakta
Main ne sim badal li hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A Sardarji went to toilet ten times within half-an-hour.
Somebody asked,“Sardarji aapko chain nahin hai kya?”
Sardar : Hai to sahi, par khul nahin rahi!
by Pak101.com (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda so hi jaye
by Abdul Basit (few years ago!)
Class Mein Teacher Bachon Se Question Puch Rahi Hoti Hai To Santa Ki Baari Mein Teacher Puchti Hai.
Teacher: “Jab Bijli Chamkti Hai To Hum Ko Roshni Pehle Aur Awaaz Baad Mein Kyun Aati Hai?”
Santa: “Kyonki Hamari Aankhein Aage Hai Aur Kaan Piche Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi apne dost k Ghr gya,
bell bjane pr chota sa Bacha bahr nkla.
Admi:
Beta apky Abu ghr pe hn?
Bcha:
Ji wo to bzar gye hn.
Admi:
Acha apny brray bhai ko bulao.
Bcha:
Wo to cricket khelne gya h.
Admi:
Acha tumhari Ami to ghr pe hi hongi?
Bcha:
Ji wo apni saheliyon k 7 Picnic pr gai hn.
Admi: (gussy se):
To beta aap Ghr me Q bethe ho? Aap b kahin jao.
Bcha:
“Mein B apne dost k Ghr aya hua hun”
Admi: Lakh di Lanat Tere Nikky jay tay..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan Ka Gadha Gum Ho Gaya,
Pathan Use Dhond'te Hue
Ek Park Pohncha!!
Wahan Ek Larka Apni Girlfriend
Ki Aankhon Me Dekhte Hue Keh
Raha Tha...
Mujhe Tumhari Aankhon Me
Sari Dunya Nazar Arahi Hai.
Pathan Chillaya Or Bola,
Bhai Dekhna Zara Mera Gadha
Nazar Arha Hai Kahin.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Yaar aik sawaal puchna tha..
.
Pepsi ka nhi puchna
.
Munni ki badnaami ka b nahi puchna
.
Kasam sey Dadi or umair wala b nahi puchna
.
Munji baboo ka b nahi puchna
.
SheiLa ki jawani ka b nh puchna
.
Bus ye puchna tha k
.
.
.
.
.
.
.
ZUBAIDA AAPA totKey kahan sey Laati hain???
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A sardarji went to a
STD/ISD/PCO SHOP and
slapped the operator twice.
:-( Guess why ?
bcoz there it was written
“Number dial karnay se pehley do lagain”
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan was waiting 4 Train with His Wife
Train Aai, Uper Likha Tha "Khyber Mail"
Pathan Bhag kar Charh gaya. Aur Biwi se kaha:
Jab "Khyber Female" Aye To Tm b Charh Jana.
by Abdul Hannan (few years ago!)