TV On karo

TV On karo….

Abhi abhi Government of Pakistan ne Ordinance jaari kiya hai

k

KhoobSoorat logon ko is mulk se nikal diya jaye ga

Aap to 100% save ho

.
.
.
Par mein kahan Jaaon??

by Mazhar Khan (few years ago!) / 810 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Tumne Molvi Saab Se Kaan Mein Kia Pocha

Dost Pathan Se:
Tumne Molvi Saab Se Kaan
Mein Kia Pocha K Unho Ne Tumhain Thpar Mar Dia?

Pathan Bola :
Kuch B Nahi Maine To Sirf
Ye Pocha K 14 August Ki Namaz Kaha Hogi ?

by Mohammad Ali (few years ago!)
Patient to doctor: aap ki nurse ka hath lagtey

Patient to doctor: aap ki nurse ka hath lagtey hi mein theek hoogaya

Doctor: Jee janta hoon thapper ki awaaz yahan taka ayi ha!!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Priza Bond

1 Pathan Quaid-e-Azam ki Mazar par ja kar dua kar raha tha
"Maira Prize Bond har sorat mai nekalna chahie"
.
Jese hi wo Mazar se bahir agia, kesi ne uske Jaib se Prize Bond nekal lia tha
.
Wo dobar Mazar gia owr bola: "Jinah Sahb ! Pahly pori baat tu samaj lia karain"

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan



4 Pathaan Train Kay Pichaye Bhag Rahe Thay
2 Charh Gay

To Train Ma Logo Ny Kaha

Weldone

Pathaan: Khaaak Well Done?

Jana To Unho Ny Tha
Ham Toh Chornay Aye Thay.

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Mujhe sardar bna do

Admi: Mujhe Sardar Banado
Doctor: Us Ke Liye Tumhara 50% Dimag Nikalna
Paadega
Admi: Nikal Do, Doc Ne Galti Se 90% Nikal Dia
Admi Hosh Ma Aa Ke Bola: Kocha Ye Tumne Kya
Kardiya?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki ek Baba Jee se

Larki ek Baba Jee se: Baba jee mere lie dua Karen
ke meri shadi kesi samajdar admi se hojaye
Baba Jee: Ghar chali ja baiti, Samajdar admi khabi
shadi nahi karta

by Tanveer Hussain (few years ago!)
kya aap murgi

Pappu : miss kya aap murgi ho ?. .
.
.
. Miss : kya bakwass kar rahe ho ? Main tumhe murgi nazar aati hu... ://
.
.
.

.
.
.
.
.

Pappu : to phir aap mere har test mein ande kyun deti ho

by Pak101.com (few years ago!)
Parda Tu Hosh Walaalon Say

parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai faraz.

be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.

by Mazhar Khan (few years ago!)
High Class Insult

High Class Insult
.
.
Girl to Boy: Apne Baal to dekho jaise Ghass Ugi
Ho.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy 2 girl: Isliye itni der se soch raha hu ke mere
saamne Bhais kyun khadi h..:p:p

by Mazhar Khan (few years ago!)
Yun to bahut se "LOG

Yun to bahut se "LOG" hai jo 14th Feb ko propose krte hai
.

.
Meri Maano to "1st April" ko propose kro
.

.
Man gayi to 'I LOVE YOU'
gussa kiya to
'APRIL FOOL'

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Son: Papa aaj meri Miss

Telephone call

Creation

Funny

Wife: aaj tum udaas Q ho?

FB page Admin hone ki sabse ..

shadi mubarak

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook