Larki ne namaz parh kar dua maangi
Larki ne namaz parh kar dua maangi
To Maa ne pocha:
Tumne dua main kiya manga?
Larki.
Wohi maanga jo aaj kal har khoobsurat larki ke khwahish hy,
Maa: Aakhir kiya maang liya kuch pata to chale?
Larki: muskuraty huayA
(mubeshir mehmood)
|\(”,)
| ‘..(>
| <|
MAA:
Chal pagli, tera itna acha naseeb kahan.
.
(NOTE) Msg farward kartay waqt name change kar k larki ka naseeb kharab na karain.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 982 views
Similar Jokes
Ek aadmi bhagwaan se bola,
india se America tak pakki sadak banwa dijiye.
Bhagwan bole: bahot mushkil hai kuch aur maang lo.
Aadmi bola: To phir aap meri biwi ko Bahot samajhdaar aur aagyakari bana dijiye.
Bhagwan bole, sadak single banana hai ya double.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa jain: murga kesa diya.
Shopkeeper: Rs. 80 Rs. 50 Rs. 10
Santa jain: Rs. 10 Ka itna sasta kyu?
Shopkeeper: Saab isse aids hai.
Santa jain: de do khana hai, shaadi thodi karni hai!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
CIRCUIT : Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot
nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot
nehin bolega Bhai.
MUNNA BHAI : Aye Circuit, woh Sabrina ka baap
aya hai tere ko dund rehla hai.
CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaoon gayea hai,
kheti karne ko.
MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to tu bola kabhi
jhoot nehin bolega.
CIRCUIT :Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to
bol sakta hai na.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
RAJNIKANT's POWER~ Talwar
Baazi Ke Muqabley
Me.
.
.
.
. 1 Chines Ne BAAL ke Do
Tukde
Kar Diye
.
.
.
. .
.
1 Japnies Ne Udti Hui MakhiKi
Gardan Kaat Di
.
. .
.
RAJNIKANT ne Machar
Udaya.
.
. .
.
.
Talwaar ghumayi.
.
. bt
Machar Udta Hi Raha.
.
.
.
:D
JAPNIS: Machar To Ud Rha Hai
.
.
.
RAJNIKANT muskurate Hue
Bola . . . .
.
.
.
.
Udd To Raha hai .
.
.
Bt
.
.
.
.
.
Kabi
Baap Nahi Ban Payegaaa...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Waiter: Khan Sahb, 10 Rs Tip To Meri Insult Hy..
Khan: To Phir..?
Waiter: 20 Rs To Hon..
Khan: Main Tumhari Double Insult Nhi Kr Skta..!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa:Mere dada ne 1947ki jang me dushman ki taange kat di thi
Banta:Gardne Q nahi kati
Santa:Wo pehle se hi kati padi thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Three Friends After Exam.
Lucky: Yaar I dont know anything, I left the paper blank.
Banta: Main bhi!
Santa: Sh!t yaar, Teacher will think that we 3 have Copied.
by Pak101.com (few years ago!)
Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar was writing something very slowly. Friend asked: Why r u writing so slowly? Sardar: I"m writing 2 my 6 yr old son, he cant read very fast."
by Pak101.com (few years ago!)
Man 2 pathan: Khan ji kal mainy apko phone kia par aap ny uthaya nahi?
Pathan:
Kyun uthata..,
Ye jo meiny 5 Rupye dekar GAANAA Lgwaya hai wo tera BAAP sunega
by Hina Ali (few years ago!)