Tumhe kiun arrest kya
Santa: Tumhe kyu arrest kiya gayaa hai?
banta: maine 50 rupaye ka chillar diya. isliye.
santa: usme kya galti hai?
banta: maine chillar mein do 25 rupaye ka note
diyaa tha :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 854 views
Similar Jokes
Aik Sardar kay han 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya.
Dost : Yaar udas kion ho?
Sardar : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
by Pak101.com (few years ago!)
1 SARDAR Or American Siri Paye Kha Rahe Thay.
American K Hath Me Bakray Ki Zaban Agai.
American:
Wats This?
SARDAR:
Lo Dasso
O Khotaiya “This Is Language”
by Pak101.com (few years ago!)
santa cycle pe faqeer k pas se guzra..
Faqeer ne kaha ALLAH k nam pe kuch dy do!
santa cycle rokte hue, chal peeche beth tujhe jhulay doon.. ;
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tumhe pata hai Mere papa ek ungli se 8logo Ko Utha sakte hai
Banta:wow! Wo kaise?
santa: Qki Mere papa Lift Operator hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Rikshay wale se: Khan Sahab saddar jaega?
Khan: Hamara khayal hy nahi jaega.
Admi: Aray bhai saddar jaega?
Khan: Shayad 2013 tak jaega.
Admi: Abey me bol raha hu Regal Chowk, Saddar jaega?
Khan: Ye to saddar ka marzi hy k regal chowk jae ya banaras chowk ham se poch k thori jaega…
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan Cycle chalate aur gungunate howe kahin ja raha tha rastae mein ek aurat se takra betha.
Aurat chilla kar boli, “Break nahi maar sakte they kya ???”
Pathan herat se… “Pora cycle mar deya abhi break mar kar kia faida.”
by Pak101.com (few years ago!)
santa daru pee k tala kholne laga, hath kapne ki vajah se tala nhi khula,
banta- mai khol du,
santa- mai khol lunga, tu ghar ko pakad, sala bahut hil raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Bikhari:Roti de do, bhukh lagi hai roti de do.
Budhiya: abhi khana bana nahi hai, jab ban jaeye tab ana.
Bikhari:Ye mera mobile no. Hai mujhe phone kar dena.
( Bikhari rocks )
.
.
.
.
.
Budiya:Jab khana ban jaye ga to mein facebook pe status Laga dungi par kar aa jana.
( Budiya double rocks ]
by Pak101.com (few years ago!)
Ladke agar ameer ban jaye,
toh bigad jate hain
.
.
and…
.
.
.
.
.
.
ladkiya agr bigad jati hai toh
ameer ban jati hai..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Robert:-Boss isne kuch nahi kiya phir ise saza kyu
di.
Ajit:-smart boy!Aajkal PREPAID ka jamana
hai.Pehle saza bhugto phir galti karo
by Tanveer Hussain (few years ago!)