Sabot to uthalo
Aik pathan road pe Latrine kar raha tha to police ne pakar lia.
Jb ussey lejane lgay to woh Pathan bola.
Sabot to uthalo
by Abdul Hannan (few years ago!) / 898 views
Similar Jokes
Naman ko apna Kutta bechna tha. Chaman usko
kharedna chahta tha.
Chaman: Kya ye Kutta wafadar hai ?Naman: Hanji,
mein isko teen bar pehle bhi bech chuka hu, ye itna
vafadar hai ke har bar mere pas vapis aa jata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ik pathan apne kandhe pe tota bitha kr ja raha
tha,
rastey me 1 admi ne rok k pucha
bhae ye konsa janwar hai
tota bola: pathan hai saala
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa, seeing his wife`s nude picture hanging at an
art Gallery; `Did u really pose for that?` Jeeto:
`R u mad? Of course not.
He painted it from his sharp memory!`
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek admi kay pass two parrots hotay hain.ek parrot ahr waqt sajday main rahta hai aur dosera parrot tasbi patrta rahta hai.iss admi kay hamsay kay pass ek female parrot hoti hai JO BOHAT HI SHARARTI HOTI HAI.har waqt kisi ko tang karti rahti hai.Female parrot wala admi apnay hamsay say kahta hai kah aap mera parrot apnay parrots kay pass rakh lain taikah woh bhi aap kay parrots ki tarah sharif ho ay .Woh kahta hai kah theak hai.lehaza male parrots wala admi female parrot ko apnay ghar lay ata hai .woh female parrot ko male parrot kay cage main rakh deta hai.jaisay hi male parrots female parrot ko dekhta hai jo tasbih parta rahta hai woh apni tasbi door phank kar sajday paray huay parrot say kahta hai uth yaar apni dua qabool hoo gai hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ques: University mai sari larkiyon ke kitny naam hotay hain?
.
Ans: Sirf 4
.
1- Mairi wali
2- Tairi wali
3- Mairi bhabhi
4- Tairi bhabhi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Peer,
Beta, Koi Mannat Maango
.
Mureed,
Please Mujhe Phir Sy Un-
Married Kar Dein.
.
Peer,
Beta, Mannat Maango Jannat
Na Mango,,,
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor: What seems to be the trouble?
Patient: Doctor, I keep getting the feeling that
nobody can hear what I say.
Doctor: What seems to be the trouble?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
HaMaRi DosTi AaP Se TaB TaK
RaheGi
JaB 1 GonGa 1 BehRe Ko
CalL KaR Ke BataiGa Ke 1 AndHe
Ne DekHa Ke AiK LaNgRa BhaG
RaHa ThA
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ustaad Pathan Se Pakistan K Kitny Soobay Hay?
Pathan : (4)
Ustaad Sahabash Un K Naam Batao
Pathan: Mashrik, Maghrib, Shumal, Junoob
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Larki Ne Namaz Hajaat Parhi
Aur Apni Shadi K Liye Dua Mangne Lagi
To Sharm Aa Gai Kehne Lagi
“Ay Allah Main Apne Liye Kuch Nahi Mangti
Bas Meri Ammi Ko Ek Khobsurt Damad De De”
Pata Hai Kya Hua?
.
.
.
Uski Choti Behan Ki Shadi Ho Gayi.
Moral: Dua Clear Mangni Chahiye.
Kya Pata Kis Time Qabool Hojaye.
by Mazhar Khan (few years ago!)