During The Match
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Doosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 823 views
Similar Jokes
1 sikh ke b.v hospital mei thi.
Sikh ne nurse se keha k“agr lrka hua tu keha Pass”aur“agr Lrki hue tu kehna fail”.
Sikh ka bcha peda hote he mr gya.
tu nurse boli “srdar g supply I hy”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa To Doctor: “Main Susu Subha 6 Baje Karta Hu Aur Potty 7 Baje Karta Hu.”
Doctor: “Phir Isme Problem Kya Hai?” . . .
Santa: “Doctor Saab, Par Meri Aankh Subha 8 Baje Khulti Hai.“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
# Ek Sindhi Aur Pathan ka Interview Tha:
Sindhi se:
Q: Taleem
A: B.A
Q: Pakistan kab bana?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.
Q: Pakistan ka PM kon hai?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain.
Pathan ye sub sun raha tha usne teeno ans yaad ker liye.
Pathan se:
Q: Naam?
A: B.A
Q: Kab Paida huwe?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.
Q: Baap ka Naam?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Fact1: You can not touch your lower lip with your tounge...
Fact2: After reading this, 99/100 idiots would try it..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Chunti Hathi Ke Upar Baith Kr Ja Rahi Thi.
Raste Me Kaccha Pul Aa Jata Hai.. Usko Dekh K Chinti Boli ……..
.
.
.
Jaanu Cross Kar Loge Ya Me Utrun.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji Standing Below A Tube Light With A Open
Mouth..
WHY?Because His Doctor Advised Him “Todays
Dinner Should Be Light”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar running after bus finaly catch it & Asks Driver
Yeh bus teri Maa lagti hai?
Driver: N0
Teri behain lagti hai?
Driver: N0
To Fair charn q Nai denta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jailor-Tum Kis Jurm Me Aye Ho?
Santa-Bas kuch khaas nahi jailor saab,Sarkar Se Competition Ho Gaya Tha
J- Kis Baat Ka?
S- Note Chhapne Ka.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Doctor Sahab Plastic Surgery karwanay main kitna kharcha aayega?
Doctor: 5 laakh..
Pathan: Agar Plastic Hum day to??
by Abdul Hannan (few years ago!)
A MEMON MOVIE
Hero: Hamja
Heroin: Julaika
Villain: Ghaffaria
Ghaffaria Julaika Ko Utha K Le Ja Raha Hay
Aur Wo Chilla Rahi Hai:
“Meekay Bachaai Hamjaa
Meekay Bachaai!”
Hamja:
Julaika! Aon Natho Achi Sakno..
Dukan Te Bo Rush Hai!:-D
by Pak101.com (few years ago!)