Rahul: How old are you Shobit?
Rahul: How old are you Shobit?
Shobit: i'm 7 years old.
Rahul: You know what when I was in your age I was also 7.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 859 views
Similar Jokes
Boy to Girl: Tum Ro Kyun Rahi Ho…?
Girl : Mery Marks Baht Kam Aye Hain
Boy : Kitne Aye Hain…?
Girl: Sirf 90%
Boy: O Khuda ka Khauf Karo Bibi
Ene Numbran Vich Tey 3 Munde
Pass ho Jande Ne……..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladka : jaaneman is dil me chali aao
Ladki : chapal nikali kya?
Ladka : pagli, ye koi mandir nahi hai, aise hi aa jao.
by Pak101.com (few years ago!)
1985 Mein Jab Guest Ghar Aate The To Puchha Karte The
“Kya Haal Hai, Bhabhi Kaisi Hai, Bachhe Theek Hai?”
Aur Ab 2013 Mein Guests Ghar Aate Hi Puchte Hai
“USB Pin Wala Charger Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Molvi jamaat se pehlay bola: “Kisi ka paon saff se agay
nhi hona chahiey.
Peechay kharay aik punjabi ne kaha: “Q “no ball” ho jaye gi?
by Pak101.com (few years ago!)
A lady went to a store and ask a salesman (who wz Sardar) :
Liptan di chaa ha…?
Sardar: menu tay nae ay par tenu ay tay aja lipat ja,..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife:ajji Sunta ho!
Ghr ma Namak Khatam ho Gaya ha,
Daal ma Kya dalu?
.
.
Husband:Dimag to hai hi nahi,
Naya Colgate Active salt daal day,
usmay Namak ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek sahebji ghabraye hue aaye aur biwi se bole: “Begam, aaj main office se aa raha tha ki raste mein ek gadha…!”
Itne mein unki bachhi bol uthi: “Mummy, Shyam ne meri gudiya tod di hai.” Pati ne phir kehna shuru kiya “Haan toh begam, main keh raha tha ki raste mein ek gadha…..!”
Itne mein unka ladka bola: “Mummy, Rita ne meri car tod di hai.”
Biwi ghusse mein aakar boli: “Bhagwan ke liye tum sab chup ho jao, mujhe pehle gadhe ki baat sun lene do..!”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek student Exam hall mai Paper par apna Panja Bana raha tha
Examiner: Beta Paper mai tu Hand ka diagram wala koi Question nahi
Student: Mai Paper Banany Waly par
Laanat bhaij raha hon
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Kunwari ladki ko bachcha ho gaya . uske baap ne
poocha yeh bachcha kis ka hian
ladki : Papa missed call to sab marte the pata nahi
kiss ki recieve ho gayi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Divyansh ek din samose ke sirf aloo kha rha tha aur bahar ka fek raha tha.kisi ne usse puccha ki voh sirf samose ke aloo kyo kha raha hai
Diyansh bola doctor ne mujhe bahar ki cije khane se mana kiya hai
by Pak101.com (few years ago!)