Aik burhya tangay kay nichay aagayi to sipahi nay
Aik burhya tangay kay nichay aagayi to sipahi nay tangay walay ko pakr kar poocha. Tum nay burhya ko takkar kiun mari hai?
Tangay wala khamosh khara raha. Burhya kehnay lagi: ab kiun nahi boltay? Pehlay to bara shor macha raha rahay the keh bach mayi bach mayi ….. ab bol.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 805 views
Similar Jokes
) kiya hal ho ga yeh jan lo abhi
kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jeeto: Kal raat um mujhey neend main gaaliyan day rahay thay?
Santa: Tumhari galat fahami hai.
Jeeto: Kaisi galatfahami?
Santa: Yehi ki mein soya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Jab jab hume pyaas lagati hai,
Unke aane ki aas lagti hai,
Unki diwangi mein hum ho gaye itne diwane ki,
Har ladaki ki maa apni saas lagti hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
You are equal to sixty james bond!
How??
007 60 = 420
by Mazhar Khan (few years ago!)
PUPIL: Teacher, it's the last day of school. This is
the day I've been dreaming about for a long time.
TEACHER: I know You did a lot of that dreaming in
class.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Angry Boss: Tumne kabhi ullu dekha hai..
Executive (Sar jhukate hue): Nahin sir..
Boss: Niche kya dekh rahe ho, meri taraf dekho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ajj Mare Wife Nay Muj Ko Bohat Maraa ……!
Iss Nay Muj Say Poucha Ka Shaadi Ka Baad
Aghar Main Maar Gahee Too Tum Kia Karoo Gai
Main Nay Kaha Janoo Main Pagal Hoo Jahoo Ga
Too Iss Nay Kaha Sach Matlab Tum Dosri Shaadi Nahi Karoo Gai
Main Nay Kaha Ka Main Too Pagal Hoo Jahoo Ga
Aur Pagal Kuch Bhi Kar Sakta Hai
Bass Iss Baat Per Iss Nay Bohaat Mara Muj Ko
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan hospital k bahar zor zor se ro raha tha,
Kisi ny poocha k q ro rahy ho?
Pathan :
20 saal k baad beta paida hua wo bhi
chota sa...:-)
by @irha@ (few years ago!)
Sardar Friend Se: Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga. Friend: Kyon?
Sardar: Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.
Friend: To Kya Hua??
Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu prays 4 2 hours daily
Hey Bhagwan meri lotery lagade!
After 1 hour bhagwan angrily appears & says
"ticket to lele bhikaari"
by Pak101.com (few years ago!)