Ustaad: 80 + 90 kitne hote hain?
Ustaad: 80 + 90 kitne hote hain?
Shagird: 100. Ustaad:
Nahain! 170 hote hain.
Shagird: Leakin hum ne to bachpun se sunna hai akkar bakkar bambe boo 80, 90 pora 100.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 837 views
Similar Jokes
1 Truck Dusry Truck Ko
Rasi Se Bandh Kr Leja Rha Tha
Ye Dekh Kr Ek Pathan Has-Has Kr Lotpot Hogya
Or Kehny Laga:
Ek Rassi Ko Le Jany K Liye
Do Do Truck
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Bar Ek Bachhe Ne Shiv Ji Bhagwan Se Prayer Ki.
Bachha: “Hey Bhagwan Mujhe Ek Cycle De Do”
Esa Lagatar Ek Hafta Karne Par Bhi Kuch Nahi Hua
To Agle Din Vo Mandir Mein Gaya Aur Ganesh Ji Ki Moorti Utha Le Aaya
Aur Shivji Ko Prayer Mein Bola.
Bachha: “”Agar Bacha Chahiye To Cycle Leke Mandir Aa Jana“
by Pak101.com (few years ago!)
Premika-Tum to bas apne kaam me lage rehte ho..Meri to koi prwah hi nhi he tumhe!Santa -Oye, Pyar krne wale kisi ki prwah Nahi karte
by Pak101.com (few years ago!)
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Pak101.com (few years ago!)
4 Pathan train k piche bhag rahe thay
4 Pathan train k piche bhag rahe thay,
2 charh gaey
To train men logon ne kaha
WELDONE
Pathan: khaak well done?
Jana to unhen tha hum to chorne aaey thay.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa by mistake goes into a ladies toilet.
All ladies suddenly stand up
Santa : Izzat dil me ho yehi kaafi hai, Baitho Baitho…:)
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi apne dost k Ghr gya,
bell bjane pr chota sa Bacha bahr nkla.
Admi:
Beta apky Abu ghr pe hn?
Bcha:
Ji wo to bzar gye hn.
Admi:
Acha apny brray bhai ko bulao.
Bcha:
Wo to cricket khelne gya h.
Admi:
Acha tumhari Ami to ghr pe hi hongi?
Bcha:
Ji wo apni saheliyon k 7 Picnic pr gai hn.
Admi: (gussy se):
To beta aap Ghr me Q bethe ho? Aap b kahin jao.
Bcha:
“Mein B apne dost k Ghr aya hua hun”
Admi: Lakh di Lanat Tere Nikky jay tay..:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
S: Premika ne aisi maang rakhi k Maine Use chhod diya
B: Lekin uski Mange Kya Thi
S: Shadi Ki
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka- kya me tumhara hath tham lu?
Ladki – No thanks ! ye itna bhari nahi he!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ke Ghar Aag Lagne Par Uski Patni Ki Kuch Body Jal Gayi.
Santa Usko Shehar Ke Mashoor
Sergion Ke Paas Le Gaya
Santa: “Doctor Sahab, Plastic
Surgery Karvane Mein Kitna Kharcha Aayega?”
Doctor: “5 Lakh Aayega Aur Dawaaiyo Ka Alag Se”
Santa Kuch Soch Kar Bola: “Doctor Sahab, Aur Agar Plastic Hum De To?“
by Pak101.com (few years ago!)