1 sardarni dusri sardarni se:
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 saal tak koi olaad nai hui
Dusri sardarni: Phir ?
1st sardarni: Phir kia, jab me 21 sal ki hui to abu ne meri shadi kar di
aaj Mola k fazal se 3 kake hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1246 views
Similar Jokes
2 Friends Jungle Main Bathroom Kar Rahay Thay,
Achanak SHER Agaya.
1st Friend: Oye Tu Dar Tou Nhi Raha Na?
2nd Friend: Nahi Nahi Yaar, Main Tou Nahi Dar Raha…
1st Friend: Tou Phir Apni Dho Meri Kio Dho Raha Ha…..:O :P :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy :Tumhare Pen me ink nahi hai kya?
Girl :andhay h0 kia?chal t0 raha hai..
Boy :Acha t0 apna Number t0 likh ker dikha0.."
Yeh b zaror Zubaida apa ka totka hi lag raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pati Jaise Hi Ghar Aaya Biwi Ne Us Se Puchha.
Biwi: “Aap Har Hafte Fishing Ke Liye Jaate Ho Na?”
Pati: “Haan, Toh…?”
Biwi: “Aaj Wo Machhli Aayi Thi, Bol Rahi Thi Ki Wo Maan Banne Wali Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek murgi ne 5 anday diye or dua mangi
Bachay naik niklein, kuch dino bad bache nikle
1st bacha namaz padta howa nikla
2nd tasbi parhta hua, 3rd wazo karta howa
4th naat perta hua 5wa nahee nikla to
Murgi pareshan ho gaye aur dua karne lagi
Phir anday say awaz aye ami ma aetikaf ma beta howa ho
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik daffa bas main cricket team ke kuch khalari safar kar rehy the or apas main lar jhagar rehy the. Aik buzargan ki waja se bohot guse main the jab in se raha na gya to uth kar bole. Allama Iqbal ne such hi kaha tha.
Utha ke phenk do gali main bahir
Nai tehzeeb ke annde hain gande
Aik khalari khara ho kar bola” baba jee Allama Iqbal ne ye us waqt kaha tha jab aap jawan the, hum to us waqt peda hi nahi hoye the.”
by Pak101.com (few years ago!)
1 Larka Doosre Larke Se:
Yaar Tumne Kabhi Koi Larki Phansai hai?
Doosra: Yaar Larki To Maine Phansa li thi.
Par Tum Logon ne ye Mohalla hi Chor Diya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar apne tota SE :Mitthu,
Jalebi khyega
TOTA : Bagairta Khud Kha le.
Phle Mirchi khila-khila k
Bawaaseer karwa di ab Sugar
bhi krwyega kya
by tanveer hussain (few years ago!)
1 Pathan Bohat taiz bhagtay bhagtay ruk gaya....
Why?
Aby Saans phool gai thi uski...
Tum log bhi na Jaan le lo Pathanon ki.
by Abdul Hannan (few years ago!)
A serious thought
umar ki raah mein jazbaat badal jaate hai
Waqt ki aandhi mein halaat badal jaate hai
Sochta hoon kaam kar kar ke record tod du
Lekin kambakht salary dekte hi khayaal badal jaate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Public to Santa: us rowdy ke vajah se hum pareshaan hai. use haamare area se bhagaane ka koi tareeka bataao?
Santa: aasaan hai, use election mein khadaa karke MLA banaa do. agle 5 saal tak woh tumhaare area ki taraf nahi aayega.
by Pak101.com (few years ago!)