Musafir (Gard se)
Musafir (Gard se): gard saheb kia gari chalne mein itna waqt hai keh main chaye pi aayon.
Gard: is kay yakeen dilane kay liye mein khud aap ke sath chal sakta hon chaye pine kay liye.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 688 views
Similar Jokes
Santa: mera beta meri baat sunta hi nahi hai
Banta: kyu? itna gamandi hai kya?
Santa: nahi. woh behara hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU-Humare Ghar Bhai aane Wala Hai
MOLU-Kese
GOLU-Jub last Time Mummy Hospital Me Admit Huyi
Thi to Behan Aayi Thi ab papa Admit Huye Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Park Me Romance Karte Ho, Bacho pe kya
Asar Parega?
Aadmi: Hum dono Married Hain
Police: To Ghar Me Karo
Aadmi: Tab Iske Husband Par Kya Asar Parega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati Bhaga Bhaga Hotel Ke Manager Ke Pass Aya Aur Chillata Hua Bola
Pati: “Jaldi Chalo, Meri Biwi Khidki Se Kud Kar Jaan Dena Chahti Hai”
Manager: “Main Kya Karu?”
Pati: “Kamine, Khidki Nahi Khul Rahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Marriage is a relationship
in which 1 person is always right
and the other is always husband.
by @irha@ (few years ago!)
Ek Luchnowi Nawab Punjab pahuncha aur sardar se rasta puchne ko ruka: Huzoor, Ek Takleef Deni Thi Aapko?.
.
Sardar: Sale de kar to dekh teri bakkal na taar dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar K 20 Bache Thay
1 Din Uski BV Ne Kaha
Main Kesi Lag Rahi Hon?
Sardar Ne Kaha!
Roop Tera Mastana
Paas Mere Na Ana
Phool Koi Phr Se Na Khil Jae!
by Pak101.com (few years ago!)
Ik Indian Police Inspector ke ghar chori ho rahi thi.
Wife: Utho ji, ghar me chori ho rahi hai.
Indian Police Inspector: Mujhe sone de, main is time duty par nahi hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Ne Health Ki Knowledge Dene Ke Liye Class Mein Bacho Se Puchha
Teacher: “Ande Ka Faida Batao?”
Santa: “Sir Bahut Faida Hai”
Teacher: “Kaise?”
Santa: “Agar Ye Imtahan Mein Mil Jaye To, Agle Saal Ki Books Ka Kharcha Bach Jata Hai“
by Pak101.com (few years ago!)