Sardar Ki Aqalmandi
Sardar: Mai Tere 64 K 64 Dant Tor Dun Ga
Pas Khra 1 Admi Bola:
Sardar G Dant To 32 Hote Hn
Sardr: Mje Pta Tha K Tu Beech Main Bolay Ga Tere B Mila K Bataey Hain
by Pak101.com (few years ago!) / 885 views
Similar Jokes
sardar:Yar kal main Tennu kinni wari Cal keti par tu Phone nai chukya
SHEIKH:Kyn chukan?
Jera main 25
Rupay da gana
Lugwaya A
O tera Peo
Sunay ga?
by Pak101.com (few years ago!)
Jab rishte walay ap ko daikhnay ayain to apny moun per Meezan oil lagain.
Kyun K. Her cheez
Meezan main achi lagti hay.!
by Pak101.com (few years ago!)
In A Cricket Ground..
Security :
Cricket Match Is Over Now
Why R U Stil Sitting?
Santa:Oye…Yaar..
I Am Waitin For Highlights!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mata-pita apne bacho se bolte hain k Dil lgakar pdhai karo.
Magar unhe kon smjhaye ki Dil lgane k baad pdhayi kha hoti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by HAQ (few years ago!)
Agar Trains Ke Naam Indian Actress Ke Naam Pe Hote To Khabrein Aisi Hoti:
Aaj Bipasha Overload Ho Kar Gayi Hai.
Deepika Ke Neeche Aake Ek Aadmi Mar Gaya.
Accident Mein Mallika Ki Pichli Bogey Tabaah Ho Gayi Hai.
Tej Raftaar Ki Wajah Se Kangana Patri Se Utar Gayi Hai.
Rakhi Pe Chadhne Walo Ki Tadaad Mein Ijaafa.
Rani Chalte-Chalte Bandh Ho Gayi.
Vidya Ki Body Change Karne Ka Faisla.
Katrina Par Gair Kanooni Dhang Se Chadhe Hue 7 Aadmi Giraftaar.
by Pak101.com (few years ago!)
Aap jaise log kuch khaas lagte hain,
Dil me har waqt ek aas rakhte hain,
Jaane kb ho jaaye mulaqaat aapse,
Isliye hm 1 DISPRIN hmesa apne saath rkhate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: I'd like to go through one whole day without having to tell you off.
Pupil: You have my permission !
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
.
.
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ustad Ji Bachon Ko English Sikha Rahy Thy..
Ustad Ji: Meeday Tum Batao Ye Kiya Hai??
Meeda: Pata Nai Ustad Ji.
Ustad Ji: Ye "M" Hai, Is Se Maa Ata Hai
Jese Tumhari Maa..
Ab Ustad Ji Ny Sheeday Ko "W" Dikha Ker Pucha:
Batao Ye Kiya Hai??
Sheeda Ghor Se Dekhtay Huwe:
Ustad Ji Lagti To Ye Meeday Ki Maa Hai,
Magar Sar K Bal Khari Hui Hai..
by Pak101.com (few years ago!)