Santa ke ghar ladki hui
Santa ke ghar ladki hui .ab use chinta ho gai ki uski beti badi hogi to ladke chedge.
Santa:-per maine iska intzaam kar liya hai.
Banta:-kya?
Santa:-maine apni beti ka naam didi rakh diya hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Boy proposing a girl: Darling kya tum mujhse shaadi karogi?
Girl: Tameez se baat karo!!!
Boy: Behen ji, kya aap mujhse shaadi karogi???
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari-: Aapke PAdosi Ne Mujhe Pet Bharke KhAnA KhilaYa He.!
Aap Bhi Kuch Khilao?
Santa:Yeh Lo HAjmola.
by Pak101.com (few years ago!)
Technology Has Its Own Limitations
Google May B D Most Powerful Search Engine
But It Can’t Search N Locate
D Chappal I Lost At Masjid Last Friday!
Ki Faida
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bhikhari propose to a Girl....
Bhikhari propose to a Girl....
DO YOU LOVE ME ?
Girl- Shakal dekhi he apni, isse
acha to me suicide kerlu ...
Bhikhari- Kambaqt mar jaegi per kisi garib k kam nahi ayegi....
by Pak101.com (few years ago!)
3 sardar bike pe ja rahe the,trafic wale ne roka aur bola tumhe malum nahi ki 3 sawari chalana zurm hai.
Sardar - hume malum hai isiley 1 ko ghar chhodne ja rhe hain!!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Mai Kisi Pe 1 Nazar Daal K Bata Sakti Hon.
K Woh Mere Baray Mai Kya Soch Raha Hai.
Student: Mis Jab Aapko Pata Chalta Hoga.
To Barri Sharmindagi Hoti Hogi Na?
by Pak101.com (few years ago!)
Mota admi, patle admi se: tumhain dekh kar youn maloom hota hai ke qehet par geya ho,
patla admi: aur tumhain dekh kar lagta hai ke yeh qehet tumhari wajah se para ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Sardar Exam Dene Gaya To
Apne Saath PLUMBER Ko Le Kar Gaya Kyun?
Aray Yaar Simple Hai
Us Ko Yeh News Mili Thi
K Paper Leage Ho Gaya Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Mareez Doctor Se: Main ek Month se Rs.50 ki Rozana Dawa Khaa Raha hun.
Lekin Mujhe koi Faida Nazar Nahi Aa Raha.
Doctor: Acha to Mai Aapko Kal Se Rs.40 ki Dawai Donga.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher- How Old Is Your Father.
Son- As Old As I M
Teacher- How It Is Possible?
Son- He Became Father Only After I Was Born…
by Pak101.com (few years ago!)