1 Sardar ka SAR phat gaya
1 Sardar ka SAR phat gaya..
Doctor ne pucha :
Sardar je kiya hua?
Sardar: Main chappal nal keel thok rya se,
Ik banda bolya
Sardar je KHOPRI istmal kro ”
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 955 views
Similar Jokes
Allama Iqbal Aaj Zinda hotay to
Pakistan ki halat dekh k yeh kehtay..
"Jis raat maine Pakistan ka khawab dekha
Kash uss raat Jaag kar main koi achi Film hi daikh
laita"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Musharaf: Agar mey Plane sey 1000 ka note phenkoon, to?
Adviser: Aik Pakistani ka bhala hoga.
Musharaf: Agar 500 k 2 note, to?
Adviser: 2 ka bhala hoga.
:-) Musharaf: Agar 100 k 10 note, to???
Advider: Is tarah to 10 ka bhala hoga magar aap jump laga do to poorey Pakistan ka
bhala hoga
by Abdul Sami (few years ago!)
yamraj hijde se bole-lao tumhara hisab.
dunia me kya krke aaye ho?
hijda-aaye haye harami, abe de ke kya bheja tha jo
hisab mang rhe ho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan gusse se: Waiter ! Es chicken biryani mai chicken kion nahi hai?
Waiter: Gulab Jaman mai Gulaab kahan hota hai?
.
Pathan: Han yar sorry…..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patient: Doctor, kya aapko pakka yakeen hai ke mujhe cancer hua hai. kyunki ek baar kisi patient ka cancer ka ilaaj chal raha tha aur patient TB se mar gaya.
Doctor: Ghabraao nahi… agar main ilaaz karunga to tum sirf cancer se hi maroge…
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ko 1 Lawaris bandar Mila.
Wo Ussay Police Station le gaya Inspector ne kaha Issay Zoo le jao
Agly roz Inspector ne Pathan ko Bandar
k saath Bus Stop per deekha.
Inspector:
Issy Zoo nahi le kar gy?
Pathan:
Kal gaye thy khob ghoome Bara Maza aya
aaj Minar-e-Pakistan ja rahy hain.
HAHAHAHA
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife: Kal Aap Ne Girlfriend K Saath Movie Dekhi..??
Husband: Kya Karein,
;
;
...;
;
;
;
;
;
;
;
;
Aaj Kal Ki Movie Biwi Bachon Ya Family Ke Saath Dekhne Laayakh Kaha Hai.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Bhagwan ko gussa kab aata hai?
A. jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur uski maa
Kahe “hey bhagwan ye tune kya kiya”.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Traffic police Wala
Buriya Se:Main Kitni
Dair Se Siti Baja Rha
Tha,
Aap Ruki Nahi?
Buriya:Beta Ab Meri
Siti Sun K Rukne ki
Umar Ni He.
by A. Sami (few years ago!)
1 Admi GOLU Ko Mar Raha Tha
Logo Ne Poocha K Q Maar Rhe Ho
Aadmi-Sala 1 Ghante Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kb Aaega
Muje Rashan Nai Mila
by Pak101.com (few years ago!)