1 Aadmi ne 1 Udas Pathan se Pocha
1 Aadmi ne 1 Udas Pathan se Pocha: Khan Sahab tum Q Udas ho?
Pathan: Aaj Hum ko N.W.F.P ka Matlab Pata Chal Gaya
Admi: Wo Kya?
Pathan: "No Women For Pathan".
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 790 views
Similar Jokes
Once More Frnds
Aaj To Maa Ne Bhi Saaf Bol Diya,
.
.
.
.
.
.
.
.
"Beta,Wife Aisi Lana Jo Facebook Na
Use Karti Hon,
.
Ghar Mein Aur Kuch Kaam Bhi Hote Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek murgi ko baaz se pyar hua. . .
Murgay ko pta chala to vo murgi se bola : mujhme kya kami hai?
Tumhari biradari ka hu, smart hu. . . . . .
Tumhare maa baap bhi pasand karte hain mujhe. . .
...
Murgi : main tumhare jazbato ki kadra karti hu,
par wo Air Force me hai
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Aj accident hua, uff marte marte bach gya,
Dad: Tumhari he galti ho gi,
Maa: mera beta, thek to hai na tu?
Sis: bhai koi chot to nahi ayi?
Bro: yaar dihayan se chalaya kar,
Lover: Tume mera zara bhi khayal nahi?
Frnd O shit, biryani khate khate reh gye….Ja yaar
by Pak101.com (few years ago!)
Laakhon honge nigaah mein kabhi mujhe bhi pick karo....
Mere pyaar ke ICON pe
Kabhi to DOUBLE-CLICK karo........
by Mazhar Khan (few years ago!)
Friend: Tumhare Abbu Kitne Saal K Hain?
Pathan: Jitne Saal Ke Hum Hai.
Friend: Wo Kse?
Pathan:O Yara Jis Din Hum Paida Hua, Usi Din To Wo Abbu Bana!;-)
by Pak101.com (few years ago!)
2 thief’s were busy in a robbery….Suddenly police
came out of building !! 1st thief : Oh !
The police is here. Quick! Jump out of the window!
2nd thief: But this is the 13th floor. 1st thief :
Hurry! this is no time for superstitions.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Masterji Bacche Ka Lunch Kha Gaye...
.
.
.
.
...
Masterji: Beta Ghar Ja Kar Mera Naam Toh Nahi Bataoge na?
.
.
.
.
.
.
Bachha maasom awaaz mein bola:-
Ji Main Keh Dunga mera lunch kutta
khaa gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan lawer when I was a boy my ambitions was to be a Pirate (dako).
Client congrats you have been successful.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Muje E-Mail bnana hy.
Santa
Santag
Santa123
Santaabc
Koe b nhe mil rha.
Major Rohail: Tum "AKALMAND SANTA" try kro 100% mil jye ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj nahin aaya, kaha na kabhi kabhi aata hai yaar.
by Pak101.com (few years ago!)