K.E.S.C.MAN. Bijli Bnd krny ki Niyat
K.E.S.C.MAN.
Bijli Bnd krny ki Niyat:-
Niyat Krtà Hön Me
2 Ghanté Light Band Karné Ki
Wasté Hukömàt K
Zülm Ghrèéb Awàm Pr
Hath Merà Switch Ki Tärf
“YE jay ho”
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 788 views
Similar Jokes
Hindi Wife: Raat ko aap peeke gutter mein gir gaye the.
Funny Hindi Husband: Kya bataoon, sub galat sangati ka asar hai, hum 4 dost... 1 bottle, aur woh teeno kambhakt peeten nahin.
by Pak101.com (few years ago!)
Garmi me Bus Stop pe Log bus K intizaar me khade
the,
1 Faqir aya,
Sub se Bhik mangi
Or
Taxi me baith kar chala gaya..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munna bhai -Mamu, tu kitna pada hai? Mamu -B.a.
Munna bhai -Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?
by Pak101.com (few years ago!)
Admi: Mujhe Sardar Banado
Doctor: Us Ke Liye Tumhara 50% Dimag Nikalna Paadega
Admi: Nikal Do, Doc Ne Galti Se 90% Nikal Dia
Admi Hosh Ma Aa Ke Bola:
Kocha Ye Tumne Kya Kardiya?
by Pak101.com (few years ago!)
teacher :oxford ka matlab kya-hai ..
student: ox matlab bail & ford matlab gaadi toh.....
oxford matlab BailGaadi!!
:-);-):-P
by Asim Raza (few years ago!)
Ek chor makaan mein ghussa. Tijori par likha hua tha "daaien button dabao." Jub uss ney woh button dabaya to siren baja aur woh pakra gaya. Adalat mein judge nei us sey poocha, tum apni safaai mein kuch kahna chahtey ho? Chor ney kaha, mein iss sey ziyada nahin kahna chahta key yeh dunya barri dhokey baaz hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Rishtay K Liye Tasweer Khicwa Raha Tha
Toh Tasweer Men Gadha B
A Gea Sardaar Nay Yeah Likh Kay Tasweer Bheji
Mein Khabbaay Pase Han.
by Mazhar Khan (few years ago!)
8 Batain Kisi K Dil Main Ap Ki Izzat Barha Sakti Hain…
1) SALAM Krna
2) Kisi Ko Jaga Daina
3) Asal Naam Say Pukarna
4) Bila Wajah Behas Na Krna
5) Doosray Ki Baat Bhi Tahamul Say Sunna
6) Apni Ghalti Tasleem Karna
7) Bina Puchay 03151234567 Pr
Rs.50 Ka Eazy Load Karwana
8) Point Numbr 7 Pay Zyada Tawjjo Daina.. :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik pathan hotel mein kamra lene ke liye reception Par mojood clerk se behas kar raha tha
Clerk dekhiye janab Koi kamra khali naheen hai
Pathan: Agar wazire azam aa jayein tu kia onnhein kamra do ge?
Clerk: kion naheen!
Pathan: phir mujhe woh kamra de doKion ke wazire azam tu naheen aa rahe aaj
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Zameen par rehne wali janwer bacche deti hai, Hawa mein urne wali andey deti hai!
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bacche bhi deti hai??
Student: "Air Hostess!"
by Pak101.com (few years ago!)