sardar aur doctor
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by sana (few years ago!) / 788 views
Similar Jokes
Santa- kal meri shadi hai aur ladki walo ne kam log bulaye hai.
Banta- to isme prob kya hai?
Santa-pata nhi papa mujhe le jaynge ya nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Class Mein Hindi Ki Teacher Ne Pappu Ko Boka
Madam: “Pappu Ek Story Sunao With Moral”
Pappu: “Maine Use Phone Kara Wo So Rahi Thi, Phir Baad Mein Usne Muje Phone Kra Main So Raha Tha.”
“Moral: Jaisi Karni Vaisi Bharni“
by Pak101.com (few years ago!)
Pagal dentist se:
kya dard k baghair daant nikaal lete ho?
Dr: nahi
Pagal: Main nikal leta hn.
Dr: wo kaise?
Pagal: Hee hee hee hee hee hee hee ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Admi ne Hotal k Room mai Computer dekha to
socha k BV ko Mail kr doon.
Jaaldi mai mail Ghalat Address pr Send hogaee.
Jis Orat ko Mail maili us k Shohar ka 2 din pehly
inteqal hua tha.
Mail Parhty hi Orat Behosh hogaee,Likha tha
Begum Me Kheriyat se Pohunch Gya hoon Idhar Net
b Mojud he,Jaga Choti Pr Shandaar Hai,Thandi
Thandi Hawa Jannat Ka Maza Deti Hai.Dhool Matti
Nhi Hai,Mene Jo White Kaprre Pehne Thy Wo Ab Tk
White Hian,Kal Hi Tumhy B Blwa Lon Ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband to wife, na kajre ki dhar, na motiyo ki haar, na koi kiya singar, fir bi itni sundr ho..
Wife: Saaf-saaf bolo make up ke liye paise nahi dunga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Chiman: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunai deti hai,
aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Chiman: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan ki 10 Betiyan thin:
Phir jaa kar usko Ek Beta Hua...
Pathan ne uska Naam kya rakh hoga???
Zaroorat Khan.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Pathan apne Ghar ki chhat se
Aeroplane ko Udte hue dekh kr Patthar marne laga.
Uske Dost ne pucha k
O Lala Q Hawai-jahaz ko Patthar Maar rahe ho??
Pathan: O Yara ye Sham ko Hamari Gul Bano per lighten Marta hai..
by Pak101.com (few years ago!)
“Ufff Sardi”
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jab Uper likha hy ke
Srdi Hai to Nechy Konsa
Heater Laga Hy jo Dekh Rhy Ho.
2014 ki pehil Bezti Mubark Ho….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)