Maths Kyun Nahi Bolte
Aman : Yaar hum hindi
bolte hai, english bolte hai, but
maths kyun nhi ?..
Chaman : Jyada 3-5 mat kar
or 9-2-11 ho ja varna 4-5
dhar dunga, 36 ke 6 reh jayenge
samjha
by Pak101.com (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Santa- If a lion attacks ur mother-in-law and ur wife, whom would u save ?
Mr. Bean- The lion of course !=))
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Little Johnny : Can I go to the toilet?
Teacher : Johnny! 'May' I go to the toilet Little Johnny : But I asked first!
by Pak101.com (few years ago!)
CIRCUIT : Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
MUNNA BHAI : Aye Circuit, woh Sabrina ka baap aya hai tere ko dund rehla hai.
CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaoon gayea hai, kheti karne ko.
MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega.
CIRCUIT :Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aaj mai bus ke peche bhagty howe ghar tak aya hon, owr karaye ke 20 rupey bhi bacha leye.
.
2nd Pathan: Tum boht bewakof ho, Rekshe ke peche bhagty tu 80 rupey bach jaty
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa ne 1 raah Chalti ajnabi Ladki se kaha-Aapne pehchana Mujh ko?
Ladki-nahi
Santa-mai whi hu jisko Aapne parso bi nhi Pehchana Tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: I Love U,
Girl: Main B Tum Se I love U
Kahon to Kya Karo Gay?
Boy: Khushi Se Mar Jaon Ga,
Girl: Ja Pagle Nahi Kehti.
JEE Ley.
Zindagi Na Mile Gi Dobara.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladkiya"jab roti he to wo ankho ki jagah
Muh par kyu hath rakhti hai
Taa k,maa-bahen ki gaali na nikal jaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!)
1 Party me sab log ulti kar rahe the..
Banta: Sab ko kya Hua?
Santa: Maine Ulti ki thi,
In Logo ko Bura Laga, To Maine Wapas Pee lee
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher-bina daant k 2 jaanwaro ka naam bataao.
GOLU-Sir , Dada aur Dadi. .
by Pak101.com (few years ago!)