Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'bhool'

Ruth gya hai

Ruth gya hai mujhko manane waala Ab koi nahi naaz mera uthaane wala Per jaane kya sonchta hai Yeh khula darwaaza Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala

150 chars (1 sms)


mera is se door jane ka irada na tha...

mera is se door jane ka irada na tha...
is ke sath mera sada sath rehne ka bhi wada na tha...
woh mujhe ab yaad na karegi kabhi janta tha main ...
per woh mujhe itni jalde bhool jayegi is baat ka andaza na tha mujhe...

221 chars (2 sms)


Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,

Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,

Agar mile tumko kahin to utha lena,
Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena

170 chars (2 sms)


Ek teri yaadon ke siwa aur koi sahara nahin

Ek teri yaadon ke siwa aur koi sahara nahin
Tujhey bhool ke zinda rahoon dil ko yeh gawara nahi
Ya khuda teri ibadat mein dil lagawoon kaisey
Yeh jaan bhi unki hai, dil bhi ab hamara nahi
Gunah humsey ho sar zad to khuda maaf karey
Qatha ho ishq mein is ka koi kaffara nahi
Loon kiska naam, kisney ujaada hai mujhey
Wafawon ney jaan baqshi hai, jafawon ne maara nahi
Meri udaasiyon mein khudaayi bhi hai shaamil
Chaand bhi na nikla, aasmaan pe koi taara nahi
Doobey hain ghumon mein tho raaz yeh paaya
Yeh woh samundar hai ilyas jiska koi kinaara nahi

562 chars (4 sms)


Chahton ki dori bhi,

Chahton ki dori bhi,
Torna hi parti hay
Manzilon ki kashti bhi,
Morna hi parti hay
Bhoolna hi parta hay,
Khud say piyaray logon ko
Aur dil kay aangan mein,
Naqsh un ki tasweerain
Kuch haseen lafzon ki,
Kuch haseen tehreerain
Paaoon jin mein jukrain hon,
Kholna hi parti hain
Khoobrurat aankhon mein basnay walay khawbon ko
Nochna hi parta hay
Dil say milta her rishta torna hi parta hay......
kiun keh......

Izzaton say barh ker tou aur kuch nahee hota!!!

474 chars (3 sms)


Bhool Kr Khane Peene Se

Bhool Kr Khane Peene Se
Roza Nahi Jata.
*AL HADEES*
Jis Roz.E.Dar Ne Bhool Kr
Khaya Piya, Usey ALLAH Ne
Khilaya Pilaya-
Bahar.E.Sharyat
V-05 Pg-422

154 chars (1 sms)


/DÜÅ/

/DÜÅ/

Jo mujhe bhool jai
Uska mobile toot jai
Charger jal jai
Uski sim block ho jai
Miscall kare to receive ho jai
Card load kare to balance hi na Aaye. Ååmèn

166 chars (2 sms)


''Bhool kar b kisi ko na rulana,

''Bhool kar b kisi ko na rulana,

Zindgi main sab ko hasana,

Dushman ko b galay lagana,

Phir b koi ghum day to,

Maray ko phone lagana,

THOK DEIN GAY saalay ko''

174 chars (2 sms)


''Is dil ko yeh gawara nani hota

''Is dil ko yeh gawara nani hota

Inbox main koi sms tumara nahi hota

bhool kar hi koi sms kar dia karo

Miscall par apna guzara nahi hota.''

148 chars (1 sms)


Hum bhool jane walon

Hum bhool jane walon ko aisi saza dete hain,

WAH,WAH
IRSHAD..
Hum bhool jane walon ko aisi saza dete han,

JOOTA UTARTE HAIN


aur

aur

MOZA SUNGHA DETE HAIN!:-)''

178 chars (2 sms)


''Girl to Doctor:

''Girl to Doctor:

Last time Aap ne Mera Abortion Kiya,
To Aap BLADE Ander Bhool Gaye Thy.

Mere 10 Dost na Mard ho Gaye,

8 k Khoon Nikal Aaya

Aur

19 ki Ungliyan Cut Gaien. :-D''

192 chars (2 sms)


Hamesha log password wo rakhte hain jo kabhi na bhoole,

Hamesha log password wo rakhte hain jo kabhi na bhoole,


16646
yeh password kis ka hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Saeed Ajmal... =)

148 chars (1 sms)


A sardaar to his friend

A sardaar to his friend: Main apna purse ghar bhool aaya, meenu 1000 Rs chahi dey si.
Friend: Dost hi dost dey kam aanda hai, le 10 Rs, riksha karwa tey purse ley aa.

168 chars (2 sms)


2 Sardar bank

2 Sardar bank Lootanay gaye ..par gun bhool gaye phir bhi bank loot liya .. KAISE ??
after all manager bhi Sardar the..bola gun kal dikha jana!

144 chars (1 sms)


Sms Kiya HAi

Sms Kiya HAi

??

??

Rewayat Hai Zamanay Ki

..

..

Dastak Hai Un k Dil Par

..
..

Jin Ko Aadat Hai Bhool Janay Ki..!!!

140 chars (1 sms)


2989 aaina acha dost adalt ajab Ajnabi ajrak allah pak allama alone altaf apno asif attitude bachi Bewafa bhaga bhool bhutto bike bird bool jana boys broken heart brother chad chahat chai chand cheat Chinees christmas sms come back congratulation cool cricket Dadi daru Desh dhoka dil tor dirty sms dost dost aaj dosto duwa EID KA DIN eid ul azha Election elephant english evening Faiz fanaa faraz farq sirf itna tha fight Friday friend friendship funn gandu ganj Ganja General Knowledge Ghazal girl girlfriend girls Good after noon good afternoon good morning good night Gujjar gujjar da inteqaam gurbat hadis happy birthday Happy new year haqeqt HATE HEAD Helo hindu HOLI husan i am fine i love u I LOVE YOU i miss u If You Really Love Someone Arrange INSTITUTE intezar janaza jannat Janu Jindgi jism Jutt kafan Kaha ho KHUSHI khushiya kisi aur ko kiss LABO Lazy mama Manzil married masjid Masoom Maut memory mis u miss you mitha mohabat mohabbat Mohsin Mola ali molvi moti mountain Mout MUHABBAT muhbat murawat Nahaya nangi naraz nend New year sms pappu patan peshawar picture Pyar qisa raaz raja Ramzan Rape rashid register reply rishty roje romantic romantic kiss Sacha pyar safar sahib sahil Salam sali samandar santa SAWAL shadow sharab shetan shia shohar songs suhagrat sunday takrar talash Talent tanhai Taqdeer teacher Thanks tongue twister trust udas udasi umeed urdu uses usy kehna valen view virus wada waqat wasi wasi shah wife winter words ya allah yaad yad sms YE WATAN Zikr zindagi zubaida zulfain
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook