love u
Ek Choha Billi se keh raha tha k
I LOVE YOU.
Billi Tum mere liye kya kar sakte ho?
Choha:Jo tum kaho gi mein wohi karoon
ga.
Billi:Kya Tum mere liye jan da sakte ho?
Choha:Na Darling Na,Sadi MAA nu put nai
Labne tenu yar Batheray”
by Zia Rasool (few years ago!) / 718 views
Similar Jokes
ladka-jaanu mai tuhe subha se shaam tak shaam se subha tak pyaar karunga...
girl-to jaanu fir mai potty krne kab jaungi?????????
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER: What's the longest word in the English
language ?
Pupil: Smiles - because there is a mile between the
first and last letters
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Research K Mutabiq
Larkiyan Larkon Say Ziada
Mehenti Hoti Hain...
Kyun k
100 Mein Say 5 Larkiyan Qudrati Khubsurat Hoti Hain
aur Baqi
Apni Mehnat Say
by Abdul Hannan (few years ago!)
Mohabbat Main Dolat Ki Koi Ehmiyat Nahi
Phir,
Har Larki K Khawab Main Shehzada Kio Hota Ha?
Kabhi Suna K Meray Sapno Ka Conductor,
Mujhay Lenay Aaye Ga? :/
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai…
Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu Nahi????
Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Ae RABB hamare W0 Tamam Gunaah Muaaf Farma.!
jinKi Wajah Sy hamari Shadi RUKI Huwi Ha :-)
(Aameen)
Note :shadi shuda Afraad “RUKI
” Nikaal K Parhen.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aaj, kal, harpal,
Aaj, kal, harpal, har samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur"s own DEAR
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Life of a college student:
Wallet hai, paise nahi
Lecture hai, attendance nahi
Mobile hai, balance nahi
Friends hai boyfriend ya girlfriend nahi
Exam hai, tension nahi
Padhna hai, mood nahi.
by Abdul Sami (few years ago!)
Wakeel pathan se
Purane record ke mutabiq aik saal pehle tu Do shirt churane ke jurm mein pakre geye they Or aaj bhi do shirt churane ke jurm mein pakre geye ho Kia yeh such hai?
Pathan ne kaha: Haan yeh such hai laikin App batlaiye ke do shirt Aik saal se ziada kaise chal sakti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hindi Bhai: What is the difference between bus & cycle?
Funny Gujarati: Bus ka stand bus ke sath kabhi nahi jata, Par cycle ka stand hamesha cycle ke sath jata hai.
by Pak101.com (few years ago!)