Aik pathan namaz seekhny molvi
Aik pathan namaz seekhny molvi sab k pas gya.
Molvi sab:
Sana ati hai?
Pathan:
sharmate hue
G Nahi Sana to nhi ati:-( magr Bushra kabi kabi aa jati hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1082 views
Similar Jokes
American : "our dogs find bombs"
Japanese : "our fish play footballs"
Pakistanis : "ye to kuch bhi nahi hamaray to gadhay bhi sms parh laitay hain"...
by Shak143 (few years ago!)
Ek chote bacche ne apani pregnant mummy se pucha : Isme kya hai?
Mummy : Issme pyara sa Baby hai.
Baccha : Itna pyara tha to khaya kyu ussko?
by Pak101.com (few years ago!)
Ali ke 4 baache hue, naam rakhe Yusuf Ali,
Altaf Ali, Irfan Ali, Asif Ali,
Fir 5va or 6va bacha hua to Ali ke begum ne naam
rakhe – Bas-Kar Ali, Raham-Ali
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:Which is the oldest animal in the world?
Banta:"ZEBRA".
Teacher:Shocked,how?
Banta:Because it is still "Black and White"!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher ne dusri class ke ek backe se kaha: Mene kal tumhe jo hindi ka path pdhaya tha, use sunao
Bacha: teacher aata nahi hai
Teacher: nahi aata hai to aisa karo jo aata hai wahi sunao
Bacha: mujhe to gana aata hai wahi suna du?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bhikhari: 50 Rs. dedo sahab girlfriend ko phone karna hai….
Sahab Apni Girlfriend Se:
Dekho, bhikaari bhi apni girlfriend se kitna pyar karta hai…. “True Love”
Bhikhari: Nahi nahi sahab, usse pyar karne ke baad hee main bhikaari bana hoon…
by Pak101.com (few years ago!)
When I was your age; I thought nothing of walking 5 miles to school.
I agree, I don't think much of it myself!
by Pak101.com (few years ago!)
Boyfriend: Darling mein kal tumhaare ghar gaya tha but lagta hai
hamaari shaadi nahi ho paayegi
Girlfriend: Oh no kyun? papa se mile they kya ?
kya boley woh.
Boyfriend: Nahi, tumhaari behan se milaa tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Beta koi bat nai tumhari qismat mai Fail hona hi likha tha
.
Beta: Jee Papa, yai tu acha howa mai ne pura saal parha nai warna sari mehnat zaya hojati
by inayat khan (few years ago!)