Santa Ki Biwi Ka Operation
Preeto Ka Abhi Operation Hua Hi Tha Ki Doctor Preeto Ke Paas Ja Kar Bola.
Doctor: “I Am Sorry Operation Ke Waqt Rubber Ka Glove Aapke
Pet Mein Rah Gaya Hai, Dobara Operation Karna Hoga”
Doctor Ki Baat Sun Kar Santa Bola.
Santa: “Abey Pagal Hai Kya? Ye Le 20 Rupay, Naya Le Le“
by Pak101.com (few years ago!) / 1322 views
Similar Jokes
"High Class Insult"
Boy 2 Girl :- Apne Baal to dekho jaise Ghass Ugi
Ho
Girl :- Isliye itni der se soch rahi hu ke mere pass
Gadhe kyo Khade hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Double vaat!!!
Mazak ki bhi koi haad hoti hai yaar mai ek ladki ke
saath date maar rahatha...Aur mera dost uske
samne aakar bola
.
.
... .
.
.
.
kal wali zayda achi thi ;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biwi Apne Pati Santa Se Boli.
Biwi: “Jara Dekho Sheeshe Mein Aap Kitne Mote Ho Gaye Ho”
Santa: “Apne Aap Ko To Dekh, Tum Bhi To Kitni Moti Ho Gayi Ho”
Biwi Muskurate Hue: “Main To Maa Banne Wali Hoon”
Santa: “To Kya Hua, Main Bhi To Baap Banne Wala Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Where Were You Born?
Pathan: Peshawar…
Boss: Which Part In Peshawar?
Pathan: Kia Which Part….
Poori Body Born In peshawar..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardarni (Sharmatey Huey) :
Sardar G Saade Kaar Ek
Nanha Mehmaan Aan Wala Aey .. !
Sardar : Le Feer Main Zarra Nass K
Botlaan Le Awaan ….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Autowala to Santa : Sahab, 100 rupaye ho gaye.
Santa ne 50 rupaye autowale ko de diye.
Autowala : Sahab ye to gundagardi hai, meter ki
hisab se 100 rupaye hue hai.
Santa : Tu bhi to baithkar aaya hai, tera kiraya bhi
kya mujhe dena parega!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-(
Banta: kaise?
Santa: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Tum Cricket dekhate ho
Santa: Han
Banta: Kisi Mahila Cricket Player ka naam batao
Santa: Simple, Mahila Jayewardane
by Pak101.com (few years ago!)
Maths teacher: If you have 12 chocolates and you give 5 to Priya, 3 to Sonia & 2 to Neha then what will u get????
Student: 3 New Girlfriends Mam
by Pak101.com (few years ago!)