Boyfriend Ki ZIndagi Bacha Li
Boy: “I Love You”
Girl: “Main Bhi Tumse I Love You Kahoon To Kya Karoge?”
Boy: “Main To Khushi Se Marr Hi Jaunga”
Girl: “Ja Fir Nahi Kehti Jee Le Apni Zindagi“
by Pak101.com (few years ago!) / 613 views
Similar Jokes
Boy: Tum WhatsApp Per Ho?
Girl: Nahi Me Ghar per Hun.
Boy: I Mean WhatsApp Use kerti ho?
Girl: Nahi Me Fair & Lovely Use Kerti Hun
Boy: Aray Meri Maa, Tumhen WhatsApp Chalana Ata Hai?
Girl: Nahi, Per Tum Chala Lena,
Me Pichay Beth Jaun gi..;-p
Boy Shocked..;-)
by lescol (few years ago!)
Santa: Office jate waqt Rumal, Chasma & Mobile bhool gaya
Niche se wife ko bala de do
Wife ne Chasma phenka toot gaya, Mobile phenka toot gaya
Santa: Tum rahne do me rumaal lene upper hi aa raha hun
by Pak101.com (few years ago!)
Beta : 500 Rs Do na.
Papa : Kya Karega ?
Beta : Mere Sare Friends Ka A/C Hai,
Mai Bhi Khulwaunga.
Papa : Very Good. Kaha Pe ?
Beta : Cigrate Ki Dukan Par.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: Begam aaj koi aysi baat kaho
jis sy dil khush bhi ho jaye aur jal bhi jaye?
WIFE: tumhare sab doston mein sab se
acha kiss karne ka style tmhara hy.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband to Hotel Manager: "Jaldi chalo! meri biwi khidki se kud kar jaan dena chahti hai"
Manager: "What can I do?
Husband: "Kamine, khidki nahi khul rahi hai."
by Pak101.com (few years ago!)
Height of dreaming:
Last Night Bill Gates
came in my dream and said
.
.
.
Yaar Farhan…
teray pas windows xp ki CD hai?
kal wapas kar dun ga…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Me aaj aapni bike dho raha
tha,itane me dad aaye n chilla ke
bole,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
kameene aaj fir ladki ghumayega
.
.
.
lo banda ab aapni bike bhi nahin
dho sakata aaramse......!: P
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr bohat mara.
Batna: Social Work?
Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka board lagaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein
Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police Man: Stop, Stop, Tumhari Headlights kaam
Nahi kar rahi,
Woh bandh hai.
Santa: Jaldi Se Hat Jao! Brakes Bhi Kaam Nahi Kar
Rahe Hain. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)