Me aaj aapni bike dho raha tha
Me aaj aapni bike dho raha
tha,itane me dad aaye n chilla ke
bole,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
kameene aaj fir ladki ghumayega
.
.
.
lo banda ab aapni bike bhi nahin
dho sakata aaramse......!: P
by Pak101.com (few years ago!) / 1082 views
Similar Jokes
Ladka- Ghire hue badlo me teri yad ati h,
Saawan k ane me teri yad ati h,
Baris ki bundo me teri yad ati h,
Ladki- Haan haan muje yad hai teri Chatri deni hai...
by Pak101.com (few years ago!)
1 hindu road pe ja raha tha ke pathan se takkar ho gai..
Hindu : shamma cahta hun
Pathan : shama to hum bhe chatay hain lekn is ka baap nahe manta
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Zindagi mein bahut si aisi choti choti
cheezein hain jo bahut bada dard de jati hain
Banta: Wo kaise?
Santa: agar yakin na ho to alpin per baith kar
dekh.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
gf: hi
bf: what ?
gf; I cheated
bf : so what do u think i love u ? i have been
cheating u frm past 2 yrs .
gf: cried and said noooo .. i was talking about
exams.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
sirdar jee nay yaar k saath mil ker post office mean dakaa dala aur jaldi maen aik aik bag utha ker bhaag gayay. Bohat maheeno kay baad milay tou aik doosray say poochnay lagay k bag mean kiya thaa aur kia kia kiya.
pehlay nay kaha khoob paisay say maza kiya. car lee ,holidays per gaya.
tum nay kia kiya? doosra kehnay laga meray bag maen tou bill he bill thay. phir tum nay kia kiya? thora thoray ker k pay ker raha hoon.
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Baap, Bete Se Tum Barey Ho K Kya Bano Ge
Beta! Abu Me Jangi Jahaz Ka Poilet Banu Ga
Baap, Lekin Hame Kaise Pata Chaley Ga K Tum Kon Sa Jahaz Urah Rahey Ho
Beta! Abu Jab Me Apne Gaon Ke Uper Se Guzrun Ga To Bomb Giraa Dun Ga, Aap Foran Samj Jaiye Ga Ke Ye Hamara Beta Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Bacha Ab Chalne Laga He
husband: kab Se?
wife: 8 din Se
Husband: Are tum Ab bata Rahi Ho? wo Toh Kaafi Dur Nikal chuka Hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Tum Cricket dekhate ho
Santa: Han
Banta: Kisi Mahila Cricket Player ka naam batao
Santa: Simple, Mahila Jayewardane
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi Ki Pehli Raat Pathan Ny
Apni Bivi Ko Gulab Ka Phool Diya..
Bivi: Khan Saab' Hum Ko Ye Nai Chahiye,
Koi Sonay Ki Cheez Do..
Phir Pathan Ny Usay
.
.
.
.
.
.
"Neend Ki Goli" De Di.. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
America mein Light gayi to...
Power Office mein phone karte hain!
.
.
.
JAPAN Me gayi to...
Fuse check karte hain!
.
.
.
Par...
.
.
.
INDIA mein gayi to...
Padosi ka ghar dekhte hain..
Sabki gayi hai…
Ya apni he khraab huyi hai.
by Pak101.com (few years ago!)