Ek Bihari cycle
Ek Bihari cycle chalate aur gungunate hue kahin ja raha tha aur raaste mein ek aurat se takra baitha.
Aurat chilla kar boli: Break nahi maar sakte they kya ???
Bihari: Poori cycle to maar di, abhi break maar kar kya faeda
by Pak101.com (few years ago!) / 835 views
Similar Jokes
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Pak101.com (few years ago!)
Boy to Girl:Tumhari Umar kya h?
Girl:20 years
Boy: tum ne to 5 saal pehle bhi yahi batayi thi?
Girl: dekha ladkiyan zubaan ki kitni pakki hoti hain..
by Pak101.com (few years ago!)
Boy : Janeman! tute huye dil se pyaar karogi ya dil tutne tak pyaar karogi.
Girl : Harmkhor! tuti huyi chappal se pitega ya chappal tutne tak pitega.
by A. Sami (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Ek murgi ne 5 anday diye or dua mangi
Bachay naik niklein, kuch dino bad bache nikle
1st bacha namaz padta howa nikla
2nd tasbi parhta hua, 3rd wazo karta howa
4th naat perta hua 5wa nahee nikla to
Murgi pareshan ho gaye aur dua karne lagi
Phir anday say awaz aye ami ma aetikaf ma beta howa ho
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Zameen aur Aasman ka Aapas me Kiya Rishta Hai?
Pathan: Bhae behan ka.
Teacher: Wo Kase?
Patahn: Q ke hum Chaand ko Mamu aur Zameen ko Maa kehte hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Main Ne Jo Apni Girl Friend Ko Kaha
Kay PARDAY Mein Raha Karo Jaan.
Us Ne Police Ko Keh Diya
My Boy Friend Iz Taalibaan.
(‘.’)
//”/ Oh Teri
_/”_ Khair.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Meine maa se pucha “Kab tak meri fikar me is tarah raton ko jagti raho gi?
Maa ne kaha:
“Jab tak tu apni dusri Maaon se bat krna nhi chorega”:-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Pathan kahana kha raha tha
*
*
*
*
*
*
Ab kya woh khana bhi na khaye,
Tum logo ko to Pathan ka naam sunte hi joke chaiye hota hai...
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 sa
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 saal tak koi olaad nai hui
Dusri sardarni: Phir ?
1st sardarni: Phir kia, jab me 21 sal ki hui to abu ne meri shadi kar di
aaj Mola k fazal se 3 kake hain.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)