Santa zoo ka watchman
Santa zoo ka watchman tha. Zoo officer – Tumne sher ka pinjra
lock nahi kiya?
Santa : Ki lod hai,
ennu kanjar nu kinne chori karna..?
by Pak101.com (few years ago!) / 813 views
Similar Jokes
Husband Wife ki larai ho rahi thi,
Unka chota bacha b waha Betha Ta
.
Husband:tu Kutti
.
Wife:tu Kutta
,
,
Bacha masumiat se bola
or me “TOMI”
by A. Sami (few years ago!)
Teachar Class Mein Bachon Ko Padhate Hue Puchti Hai.
Teacher: “Batao Bachon
Football Male Hai Ya Female?”
Sonu: “Mam, Male”
Chinki: “Mam, Galat Hai”
Teacher: “Kaise?”
Chinki: “Mam, Jiske Pichhe 22-22 Jawan Langot Pehan Kar Dhodte Ho Wo Male Kaise Ho Sakta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:bus aur girl aik jaisi hoti hain aik jati hai dusri aa jati hai.
Girl:boy aur autoricksha 1 jaise hote hain aik bulao 4 aa jate hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Computer Science filed?
Ki lerhki?
Boys ko kaisay gaali de gi?
.?
.?
.?
.?
.?
.?
Pedaishii Error ?
.?
.?
Virus k bachay ?
.?
.?
Internet explorer Jaise Bekaar Browser ?
.?
.?
.?
.?
Windowsssss 98 Kay Keeeeeeeeday ?
?
?
1 click marungi to zameen se Delete ho kr seedha asmaan me Install hho jaye ga{(554)} ?
.?
.?
.?
.?
.?
by khalid hussain (few years ago!)
Boy:-waz ur name?
gal:-Q btau?
me tumhe janti bhi nahi
Boy:-mat batao me bhi kaunsa tumhe apni "FERRARI"me bitha raha hu.
Gal:-Anjali B.com,2nd year, tution time 6-8.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: 2 mein sai 2 minus karo kya bachai gaa
pathan ka beta : mujhe ye sawal samaj nhi aaya
teacher: agar tumhare pass 2 rotia hai aur tum 2 kha gai to kya bache gaa
pathan ka beta: salan
by Pak101.com (few years ago!)
Jija: sali ji, aapke yahan ki sabse mash-hoor cheez kaunsi hai?
Sali: jija ji, jo mash-hoor thi, usey to aap le gaye!
by Pak101.com (few years ago!)
Khuda kare ke tum zindgi me bahut aage bado..
itne aage bado ke jisase bhi milo wo kahe...
.
.
.
“Chalo bhai aage bado..chutta nahi hai..“
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: name diff types of cheese
Banta: Gouda …feta…bekhudhi …mozzarella …
Santa: wait a minute …what’s bekhudhi ???
Banta: hosh waalon ko khabarr kya bekhudhi kya cheese hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Lalu to Rabri: Agar tum batao ki is bag ke andar kya hai, to sare eggs tumare, agar batao kitne eggs to 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke ande kiske hain to vo murgi bhi tumari.
Rabri: Lalu Ji, Koi hint do na?
by Pak101.com (few years ago!)