Pakistani Heroin
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe hotey tou khabrain aisi hotin:
Aaj Reema overload ho kr gai!!
Saima k neechay aa k aik banda halaak!!
Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!!
Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!!
Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!!
Nirma chalte chalte band ho gai!!
Khushbu ki body change karne ka faisla!!
Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7 afraad ko saza!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1206 views
Similar Jokes
Ram aur Ravan seriously yudh kar rahe the.
Ravan: chal bye.
Ram: kyon, darr gaya kya?
.
.
.
Ravan: abe, piche dekh, Rajnikant aa raha hai.:V.5
by Pak101.com (few years ago!)
Makhlooq ko mat Tang kia kero
Once a Molvi went 2 Zardarii
&
Said !
“Makhlooq ko mat Tang kia kero Werna Allah ka Aazab ayega “
Zardari said!
Bholay Badshao ! Mein he wo Azaab hoon jo aa Chuka hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek ladka fail hua. Uskay abu ne kaha dekhu padon ki ladki nay kitnay marks liye hain. Ladka haan haan dekh dekh aur dekh , usee ki waja say thu Fail huwa hun
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bnta-Agar TmharA 1-Lakh ka Enam nikAl aaye to
kyA karoge
Snta-Main Pagal Ho jauga Aur wo 1-Lakh rupay apne Ilaj
par Lagauga
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Shadi ke pehle to tum mujhe rof gift diya karte they,
ab kyun nahi dete?
Husband: Machhali pakdne ke baad bhi kya koi chara dalta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Tum kuttay ho kuttay hi rahoge,
Tumhari aane wali sari naslain,
Kuttay ki maut marengi,
Tum khud bhi kuttay ki maut maroge!
-
-
-
-
-
-
-
Billine yeh kuttay se kaha aur chali gayi!
by Abdul Sami (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Sardar Foj Me Barti Hua
2 Din Bad Jung Shuru Hogai.
Sardar Ki Topi Par Goli Lagi,
Sardar Hathyar Phaink K Bhag Gya Or Bola
Aqalmand K Liye Ishara Kafi Ha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Be-Panaah Chahaat K Baad B Hm Usay Pa Na Sakey Faraz
Kixxi Sangdil Ne Usaay 30 Kah Load Karwaa K Jeeet Liya
( ‘;’)
<)(> // Bukhee
Easy Load Ki.
by Mazhar Khan (few years ago!)
boy to teacher: miss aap muje mere mobile per call kiya tha.
techer nahi to kiyon poochraheho?
boy : kal mere mobile me ek miss call tha khoun miss ne call kiya patha nahin?
by hearthackervsgirls (few years ago!)