Ek din Court mein Judge
Ek din Court mein Judge ne ek mujrim ko sajaa sunaate huye kaha, “Iske dono kaan kaat diye jaye.” Mujrim ne bahoot ghabrate huey kaha, “Rahem karo my baap, kaan kaat lenge toh main andha ho jaonga.” Judge ne ascharya se poocha kaan kaatne se andhe kaise hoge, mujrim ne kaha …. “My baap kaan [...]
by Pak101.com (few years ago!) / 749 views
Similar Jokes
Ek circus mein ladki ne sher ko kiss kiya! Ring mastar: Aap mein se koi yeh kar sakta hai? Boy : Main aata hoon par pehle iss sher ko peeche karo
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU :chilkay samait KELA kha raha tha.
MOLU: Is ko cheel to lo.
GOLU: Cheelne ka kia zarurat hai,hum ko yaqeen hai is k andar KELA he hai.:-)
by Pak101.com (few years ago!)
'Khusra Maths K Paper Main uth k Dance Karny laga
Kisi Ne Pucha Yeh Kya Kar R....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam
aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap
hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti
hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Fakir To Santa: Aapke padosi ne pet bhar k khana khilaya he, Aap b kuch khilao.
Santa: Yeh lo HAJMOLA..
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sharabi Raat Kay Waqat
Apnay Dost Kay Sath Jaraha Hota Hay
Rastay Main Talab Per Nazar Parhti Hay
Tu Us Main Us Ko Chand Dikhta Hay
Woh Apny Dost Say Kahta Hay:
Yaar Ye Kia Hay
Dost Kehta Hay Chand Hay
Sharabi Hairan Ho Ker
Yaar Hum Log Itnay Upper Aagaiy
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji proposes to a woman. She says yes if you bring me a pair of crocodile boots. He sets off to Africa and disappears. Finally a search is being made, they find him hunting crocodiles and watch him killing a huge one. He walks over the reptile, checks its legs and angrily exclaims "71st and *again* barefoot!"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek riksha k piche likha tha ki 'Sawan ka intazar he'. Piche se ek truck aya aur riksha ko uda dia.
Aur uske pichhe likha tha 'Aya sawan jhoom ke'
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Got Into A Bus On 1st April
When Conductor Asked For Ticket
He Gave Rs.10/-
And Took The Ticket And Said April Fool I Have Pass
by Pak101.com (few years ago!)