Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 812 views
Similar Jokes
Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha, Kuch Der Baad Apas Mein Baatein Marne Ke Bad Bola.
Banta: “Yaar Main To Ghar Chala, Aaj TV Pe 40 Feet Ka Saamp Dikhane Wale Hai, Maja Aa Jayega Dekh Ke”
Santa Udas Hote Hue: “Haan Yaar Maja To Aayega, Par Main Nahi Dekh Paunga”
Banta: “Kyu?”
Santa: “Kya Karu Mera TV To Sirf 21 Inch Ka Hi Hai Na“
by Pak101.com (few years ago!)
Larka: Ro kyu rhi ho?
Larki: Mere Marks Boht kum aye hain.
Larka:kitne aye hain?
=Larki:sirf 88%
Larka: Bibi Khuda ka khof kr
Itne mei to 2 larke Pass ho jate hein.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ek Din Apne Dost Ko Bade Dukhi Man Se Bata Raha Tha
Santa: “Bachpan Mein Maan Ki Baat Suni Hoti To Aaj Ye Din Na Dekhne Padte”
Dost: “Kya Kahti Thi Maan?”
Santa: “Jab Baat Hi Nahi Suni To,Mujhe Kya Pata Kya Kahti Thi“
by Pak101.com (few years ago!)
Patni: Suno ji mere saath tumhare dus saal kaise beete?
Pati: Ek second ki tarah.
Patni: Agar main tumse 10000 rs mangu toh kaisa lagega?
Pati: Chavnni ki tarah.
Patni: Jara 10000 rs dena toh
Pati: Abhi deta hu ek second mein
by khalid hussain (few years ago!)
Maan Apni Beti Ko Dantate Hue Kahti Hai.
Maan: “Tumhe Wo Bangali Ladka Kiss Kar Raha Tha
To Tumne Use Mana Kyu Nahi Kiya?”
Beti: “Maan, Main Use Mana Kaise Karti Mujhe To
Bangali Bolni Hi Nahi Aati“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend : Acha wo kaise?
Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub
mai bhi security guard k sath bethi thi.!
by Pak101.com (few years ago!)
aaj kal boys aur girls apne bare mein kya sochte hain???? Boys sochte hain ki girls ringtone ki thara hothi hain jab chahe jab badal lo.. aur girls sochte hain ki boys message ki thara hothe hain ager pasand aye toh rake lo inbox mein nahi toh delete kar doh!!!!!!!!!!!!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Beggar: Oh sundari, andha hoon, paanch rupya de de
Santa to his wife: De de, De de, tujhe sundari bola hai to har haal main ye andha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Log Bus Ke Intezaar Main Khade The.1 Funny Bhikari Aaya,
Sab Logon Se Bheek Maangi,Paise Kamaye Or Taxi Main Baith Kar Chala Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Murga Murgi Se:
I Love U Jaan.
Main Tumhare Liye Kuch B Kar Sakta Hoon,
Murgi:
Haye Allah Sachi,
Murga: Haan
Murgi:
Chalo Phir Aaj Anda Tum Do….!.
by hearthackervsgirls (few years ago!)