Sardar
Zardari ka Farman,
Subse pehlay sadar-e-Pakistan,
Mulk ko bana do Qabristan,
Khatam karo musalman,
Dollar hai apna Eman,
Or Bush hai Abba jaan,
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1441 views
Similar Jokes
1baar Adnan sami k ghar me chor aayaAdnan chor
K upar baitha Or bola Ramu police ko bulaRamu-
Sahab chppl nhi mil rhiCHOR bola-Meri pehen le par
Jaldi Jaa.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: main ksi pr b 1 nazar dal k bta
skti hun k wo mere bare mai kya soch rha he
Studnt:
mis jb ap ko pata chal jata hoga
to bari sharmindagi hoti hogi na
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher : pagal ko upset q khty han
pathan : "up" khty han aasman ko our "set" khty han fit hony ko .
Pagal uuper k liyay fit hota hy isliyay usy upset khty han.
Hahahaha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Ne Apni Pregnant Wife Ko $m$ Kia
"KESi HO"
Thori Dair Baad Pathan Khushi Se NaachneLaga...
Kiun K Mobile Par Report Aai:
"DELIVERED"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ramu: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai?
Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga?
Ramu: mujhe kya pataa sir? main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Mene suna hai ke Jannat me Mardon ko Hooren milen gi. To aurton ko kya milay ga?
Husband: Kuch nahi, Allah sirf mazloom ki sunta hai.
by tanveer hussain (few years ago!)
ak KANJOOS ak admi ko hotle lay gaya.
to KANJOOS osay bar bar ak ak glass pani ka la
kar pelata hai.
ADMI tang ho kar KANJOOS say.
bhai sahab tori se roti lay ao halaq main pani panse
gaya hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 dafa 3 kamchor beth k khana kha rahe the, khane me namak kam tha unhone kaha k jo pehle bole ga wo ja k namak le k aega.
Sb wahin bethe rahe
3 din guzr gae koi na bola,na khana khaya. 1 din 3no behosh hogae.
Logo ne samJa shayd wo mar gae hain. Unka janaza parhaya or dafan krne k liye qabrstan le gae.
Jab pehle wale ko qabar me utarne lage to wo bol utha k “oye me zinda hon”
Baki 2no bole “Ja fir namak le k aa
by hearthackervsgirls (few years ago!)
liked by almost every student?
.
by @irha@ (few years ago!)
Baap bety sy mera beta bara ho ker kia banay ga?
Beta: abba may kuch bhi nahe bano ga
.
.
Pakistan may jo bhi ban jao galian he paray ge'
by itrat batool (few years ago!)