Sardar: I was caught by the police
Sardar: I was caught by the police as they find diamonds in my socks.
Friend: are you a smuggling diamonds..?
Sardar: I was smuggling Sock…
by Pak101.com (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Different roles of Funny Man in life: Sagai ke time superman,,Shadi ke time Gentleman,15 saal baad Watchman,25 saal baad Doberman.
by Pak101.com (few years ago!)
Patient to Doctor: Apne nurse bauhat
aachhi rakhi hai,
uska hath lagte he main theek ho
geya..!!
Doctor: Janta hoon, thhapad ki awaaz
mujhe bhi sunai di thi..
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Judge said to STUPID:- tum per cycle chori ka ilzaam saabit nahin howa, lihaza tum ko ba-izzat barri kiya jata hai!!
STUPID:- Edda matlab main cycle rakh lawaan..!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhains par baithe ek gujju ko Traffic Police ne roka aur poocha: tumhara helmet kahan hai? Fine lagega.
Gujju replied: baawle dhyaan se dekh neeche! 4 wheeler hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sachin ki century nahi hone denge
Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki century nehi bananey dey gey.
Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo tu gazab ki form main hai?
Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey gey...!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
“Sheikh ki wife:
Agar main marr gai to kitne arse baad shadi kro gey?
Sheikh:
Meri koshish hogi k kulown wali Biryani mein Valima bhi ho jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
"KHAIR MUBARAK"
by Jawad Ali Abbasi (few years ago!)
Poultry farm ke maalik ne sabhi Murgiyon ko order diya.
"Agar tum logon ne kal se 2-2 ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band."
Murgiya dar gayi ....sab ne 2-2 ande diye magar ek ne sirf ek anda hi diya"
Malik "Tum ne 1 anda hi diya hai?".
.
.
..
.
Jawab mila.
.
..
..
.
..
"Sir ye anda aapke dar ki wajah se diya hai. Waise main to Murga hoon"
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Yaar me ne suna he k BURHAPA bohat buri bimari he
Pathan: Haan yaar kal is bimari se 6 bache marr gaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Sunny: Kal movie dekhi, usme na koi scene tha, na koi
aawaz.
Bunny: Naam kya tha film ka.
Sunny: NO DISC
by Pak101.com (few years ago!)