Husband: Today is sunday
Husband: Today is sunday & I have to enjoy it. So i bought 3 movie tickets. Wife: why three? Husband: 4 u and ur parents
by Pak101.com (few years ago!) / 1040 views
Similar Jokes
"Thousands of words of a teacher don't hurt but silence of a friend in examination hall brings tears into eyes"
by inayat khan (few years ago!)
Jailar : Phaansi Se Pehley Kis Se Milo Gay?
Santa : Bivi Se
Jailar : Maa Baap Se Nahi ?
Santa : Maa Baap to Paida Hote Hi Mil Jayen Gay
Biwi ke Liye Sala Phir 28 Saal Intezar Karna Parega…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya. Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aaj ka Lover to his Girlfrnd-
Yu mat khinch tu mujhe apni taraf sanam
Branded T-shirt hai
Phat gyi toh bahut pitegi
Maa kasam.
by Pak101.com (few years ago!)
Daadi marte hue :Beta me apna farm,:-):-):-)
6tractor,:-):-):-)
50 janwar :-):-):-
&
22,389,630 cash tumhare naam karti hoon.
Beta: dadi ye sub hay kahan?
dadi:FARMVILLE on
facebook.
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the
achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira,
jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik
nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal
aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao,
ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Colgate se daant saaf karne ka,
Pepsodent se majboot karne ka,
Babool se fresh karne ka..
Agar fir bhi safed nahi huye to..
Bindass HARPIC use karne ka..
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Very Emotional Message :
.
.
bete ne “Maa”Say Pucha,
“Kab Tak Meri Fikar Main is
Tarah Raton ko jagti Rahogi?”
“Maa”Nay Piyar say Mera
Maatha Chooma Aur Kaha:
.
.
.
.
.
“Jab Tak tu Apni Dusri Maaon
say Rat ko Bat karna nahi Chorega
“Begherat.”Oopp ssss
..
..
Moral :
MAA SAB JANTI HAI..!!
by Abdul Hannan (few years ago!)