Advocate:Talak Karvane K Rs10,000
Advocate:Talak Karvane K Rs10,000 Lagenge.
Husband:Pagal Ho Kya?Pandit Ne
Rs 101 Me Shadi Karvai Thi.
Advocat:Dekh Liya Na Saste Ka Natija
by Pak101.com (few years ago!) / 985 views
Similar Jokes
Boy:- Jaanu Humare Pyaar Ke Bare Me Kisi Ko
Mat Batana…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl:- Tumhari Bahen Ko
To Zaroor Bataungi.
Kehti Thi Koi “Kutta” Hi Hoga Jo Tujhse Pyaar Karega..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa Bus me ja raha tha ek laraki se takragaya
Larki boli: Thappar khana hai
Santa: MEra to pet bhara hua hai, Aap kisi aur se
puchh le
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta : Papa,ye Girlfrnd kya hoti hai ?
Papa: jab tum bade ho kar aacha ladka banoge to tumhe b 1milegi..
Beta: agar aacha nahi bana to ?
Papa : to bahot milengi..
by Pak101.com (few years ago!)
12 Saal K Ladke Ne 20 Saal Ki Ladki Ko Phool Dia
Ladki Ne Kiss Dia
Wo Ghabra K Bhaga
... Ladki Ne Pucha:
Kya Huaaaaaaaaaaaaa
Ladka:
Guldasta Le K Aa Raha Huuuuuuuuuuun ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari: amma roti do.
.
- Dadi: Abhi roti banayi nhi hai, bad mai ana.
.
- Bhikari: ye mera mobile no. Hai Miss Call De dena jab tayyar ho jaye :D
.
- Bhikari rocks.
.
- Dadi:Aray baba mere pas balance nai, mai facebook par status update kar dungi. Usay check karky aa jana.:D
.
- Dadi double rocks.;-
by Pak101.com (few years ago!)
Police constable to his son
"tumhara result acha nahee aya
Aj sy tumhara khelna & t.v band!"
Son:yeh 50 rupay pakro & mamla yaheen khatam kr
by Mazhar Khan (few years ago!)
1girl kissed a small boy. .
Girl-oh sorry. . !! Tumare gal pe lipstick lag gayi. .
Boy-kuch accha karne se agar daAg lagte he. . Toh daag acche he. . ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Wo ldka Aaj b garmi me mar rha h,
.
kisi ldki ne ek bar usey kaha tha
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
Tum is sweater ko pehan kar Ranbir Kapoor lagte ho..
lol
by Pak101.com (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala: Arey o Bhai Khaali Ho Kya… ?
Rikshaw Wala: …Haan g Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash Khelty Hyn . . . =P ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa: My Father Dug The Suez Canal
Banta: That’s Nothing
Have You Heard Of Dead Sea?
Santa: Yes, I Have
Banta: My Dad Killed It
by Tanveer Hussain (few years ago!)