Santa: Hamare Desh Ki Aausat
Santa: Hamare Desh Ki Aausat Mrityu Dar Kya H?
Banta: 100%.
Santa: Kaise?
Banta: Jo Paida Hota H, Wo Mar Hi Jata H.
by Pak101.com (few years ago!) / 725 views
Similar Jokes
Santa's 60th B'day Banta-Ye Cake Pe bulb kyo lagaya hai?
Santa-60 Candls lagane Me Mushkil ho Rhi thi Isliye 60Watt ka bulb laga diya.
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Murkh Ho Tum
Tumne Kabhi Ullu Dekha hai?
Santa: Nahi Sir
Boss: Niche kya dekhta ha meri Or
by Tanveer Hussain (few years ago!)
The time taken by a wife when she says 'I'll get ready in 5 mins' is exactly equal to the time taken by the husband when he says 'I'll call u in 5 minutes!!! :P
by Pak101.com (few years ago!)
3 Idiots Best Line –
“Neend ke piche mat bhago.Agar bhagna hai to padhai ke peeche bhago.Neend jhak mar ke tumhare peeche aayegi!”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Bus Me Pori Seat Par Pheal Kar Betha Tha
Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mange
Pathan:Oye Tere Ko Pta Nahe K Me Kun He?
Aadmi Dar Gaya Aur Khara Raha
Next Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mangi
Pathan Ne Phr Bharm Karwaya
Us Ne Pathan Ko Pakar Lia Aur Kaha Bta To Kun He?
Pathan:Muhammad Gul Khan Zai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Principal:School ka time 8 baje ka tha or tum 9 baje aa rahe ho?
Small cute student:
.
... .
.
.
.
.
Sir aap na mera intezar na kiya karo,
school shuru kar diya karo.
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR was sitting in toilet, but potty was not
coming....!!
.
1hr..
.
2hr..
... .
3hr..
.
.
.
.
.
.
.
.
SARDAR- "ab Aa bhi ja..!! Mai tenu kha thodi
javanga....!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gae ho
Husband: Tum bhi to kitni moti ho gai ho
Wife: Mai to maa banne wali hu
Husband: Mai b to baap banne wala hu
by Pak101.com (few years ago!)
MOM: Beta insan ki jaan kahan sy nikalti hai?
SON: Khirki sy?
MOM: Woh kaisay?
SON:Kal jab aap ny Bel di tou Papa ny sath wali
Aunty sy kaha
" JAAN TUM KHIRKI SY NIKAL JAO".
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Car me baithi 1 Lady ne, 1 bhikhari ko 1 rupya dekar,
dua dene ko kaha!
Bhikhari: Car me to baithi ho, ab kya aasmaan me baithogi?
by Mohammad Ali (few years ago!)