Dad-exam kaisa hua?

dad-exam kaisa hua?
son-Q. no 1 chhut gaya. 3 ata nahi tha. 4 karna bhul gaya. 5 nazar nahi aaya.

dad-Q. no 2 ? son-bas wahi galat ho gaya.. (-;

by Pak101.com (few years ago!) / 955 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Pathan

Teacher : 2 main se 2 nikle to kia bacha ?
Pathan : hum ko sawal samjh nahin aya.
Teacher : tumhare pas 2 rotiyan thi , tum ne in ko kha liya abhi tumhare pas kya bacha ?
Pathan : saalan .

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Beti:Maa GAON me

Beti:Maa GAON me Bolywod wale aye hay Maa:andar aja inki niyat bOht kharab hoti ha Beti:Maa Imran Hashmi b Aya ha Maa:Haye Allah,Khoti nu v andar kr le.

by Pak101.com (few years ago!)
Wife husband say

Wife husband say :
aji sontay ho main aaj kal bohat kubsort hoti ja rahi hon

Husband:
tumhay kis nay kaha

wife:
meri khubsorti daikh ker aab rotian bhi jelnay lagi hain

by Engineer Rizwan (few years ago!)
kya hukam hai mere aaqa

jin : kya hukum hai mere aaqa ?

Aaqa : yar mera eik kaam kar mere ghar se america tak eik road bana de!

jin : aaqa boht mushkil kam hai koi aur kam batao!

Aaqa : meri biwi ko mera furmabardar bana de..!

Jin : aaqa road single banani hai ya double ? ...

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Shohar Biwi se

Shohar Biwi se: Ye kya tum ek aur suit le ayi? Abi
parso hi to..
Biwi chilla kar boli: Kya kaha ?!!
Kya parso?
...
Bolo ...
Kya kha tumne?
Kya parso, parso kya, bolo jaldi !!
Batao kya parso ?!
Shohar: Kuch nai, main bas ye keh rha tha k parso
bhi ek hi suit layi thi,
aaj 2 le aati

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Masterji Bacche

Masterji Bacche Ka Lunch Kha Gaye...
.
.
.
.
...
Masterji: Beta Ghar Ja Kar Mera Naam Toh Nahi Bataoge na?
.
.
.
.
.
.
Bachha maasom awaaz mein bola:-
Ji Main Keh Dunga mera lunch kutta
khaa gaya

by Pak101.com (few years ago!)
Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta

Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta Hai Ki Insaan Pahle Bandar Tha! Dekho Ghussa mat Hona Warana Aisa Lagta Hai Ki Insaan Aaj Bhi Bandar hai

by Mazhar Khan (few years ago!)
Kon sa road?

Doctor To injured patient:
Jab car 1 lady chala rahi thi to tumhe road se door chalna chahiye tha!

Patient: Kon sa road? Bhai Main to park mei leta hua tha!:

by Engineer Rizwan (few years ago!)
Funny totka

Agr apna pyar pana chahyte ho to apn tabiyat kharab kar lo aur behoshi k aalam me apne ghar walun k samne us ka naam lete rahu

by Sabir shah (few years ago!)
Agar Tum Na Hote, Agar Tum Na Hot

Ek Gareeb Aashiq Ki Apni Premika Pe Likhi Gayi Ek Shayari

Main Aur Meri Tanhayi Aksar Ye Baatein Karte Hai,

Tum Hoti To Aisa Hota Tum Hoti To Vaisa Hota,
Aur Agar,

Tum Na Hoti To Mere Pass Paisa Hota.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Taj Mahal ko kareedh loonga

Khate Time Baat Nahi Karte

Hathi Aur Kele Ki Game

Memon Apne Kamre Ko

Motorcycle double stand

AFRIDI's Daughter

Ek sheikh doctor k pass gaya..

ust Friends: Never ask for f..

Malkan Ap Udaas Kyun Hai

Neutron in the Bar

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook