10 Saal Baad
10 Saal Baad
Grl Boy Ko Dekh K.
Kya Mast H
Ma Bap Ne Kaha Chupa Rkha Tha
Muje Is Bache Ka No Chahiye
BOY Sharmate Hue
Ap K Ghar Baap Bhai Nai H Kya
by Pak101.com (few years ago!) / 1093 views
Similar Jokes
Banta: Kee Gal hai Sante. Akelle kelle samosey kha reyan
Santa : Nahin yaarr, Chutney De Naal.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bachey Ko Exam Me Koi Sawal Nahi Aata Tha
Bachey Ne Hr Ques K Neche
|||||||||||||||
....
.
.
.
.
.
.
.
.
Es Tarha Ki Lines Laga Kar Neche Likh Diya.
Scratch Kar K Answer Parh Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar mein apni girlfriend nu gift dena hai, ki devan?
Banta: Gold ring de de.
Santa: Koi vadi cheez das yaar.
Banta: Tan fer MRF da tyre de de.
by tanveer hussain (few years ago!)
Teacher: pakistan k ktne sube hyn,
pathan:4
teacher :good pehli dafa sahi jawab dia hy chalo ab un k naam batao,
pathan: mashriq maghrib shumal junob ..
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi ney apney shohar ko khoob maara .
Shohar rota aur aahain bharta hua keh raha tha:
jo bhi karwa raha hai
America karwa raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
25 Sardar
train k piche bhag rhe the
.
.
... .
24 Chad gaye,
toh train me logo ne kaha.
.
.
.
.
.
WellDone guys
..
.
.
Sardar-Kya Khak WellDone
kamino, :@
.
.
.
.
Saala jana to usko tha
hum to sirf choodne aye the...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Tum shadi shuda ho?
Pathan: Han, humara aurat say shadi hua ha
Sardar: Bewakuf, to kia mard se b shadi hoti ha
Pathan:Han humara bahen ka hua ha.
by Pak101.com (few years ago!)
Miraasi ka bacha school daakhil ho gaya
Teacher ne kaha 2 ka pahaara sunao
Wo sharmatay howe bola
Miss G Tussi Naal Niki Niki Tolki Wajao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher : Correct the sentence,
“A bull and a cow is grazing in the field”
Student : “A cow and a bull is grazing in the field”
Teacher : How?
Student : Ladies first
by Pak101.com (few years ago!)
Jota chupai ki rasm k waqt dulhay ki 1 sali ne kaha: main 1100 lungi
2nd sali boli: main to 2100 lungi.
Peechay se 1 SARDAR bola 2310 lay lo, us main FM bhi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)